SEARCH RESULTS
Showing search results for "اعزاز"
Nazm MATCHES FOR "اعزاز"
Nazm
walida marhuma ki yaad mein
hairatii huu.n mai.n tirii tasviir ke e.ajaaz kaa
ruKH badal Daalaa hai jis ne vaqt kii parvaaz kaa
Allama Iqbal
Nazm
hubb-e-watan
qaum duniyaa me.n jis kii hai mumtaaz
hai faqiirii me.n bhii vo baa-e.azaaz
Altaf Hussain Hali
Nazm
hubb-e-watan
qaum duniyaa me.n jis kii hai mumtaaz
ho faqiirii me.n bhii vo baa-e.azaaz
Altaf Hussain Hali
Nazm
shri-krishn
khaa ke tandul kahii.n e.azaaz sudaamaa ko diyaa
saag KHush ho ke 'bidur-jii' kaa kiyaa nosh kahii.n
Chandar Bhan Kaifi Dehelvi
Nazm
dua
mujhe tuu muzhda-e-kaifiyyat-e-davaamii de
mire KHudaa mujhe e.azaaz-e-naa-tamaamii de
Ahmad Nadeem Qasmi
Nazm
zarurat-e-ittihad
ham pe khul jaa.e.n sab vo aql ke raaz
ho is kaa europe ke turra-e-e.azaaz
Ahmaq Phaphoondvi
Nazm
firdaus mein ek mukalima
باتوں سے ہوا شيخ کي حالي متاثر
رو رو کے لگا کہنے کہ ''اے صاحب اعجاز
Allama Iqbal
Nazm
siyasi maslahat
marne vaalo.n ko bhii har e.azaaz parliament me.n
ehtimaaman vaariso.n ke haath me.n sau.npaa gayaa
Ghaus Khah makhah Hyderabadi
Nazm
marsiya baal-ganga-dhar-tilak
uTh gayaa daulat-e-naamuus-e-vatan kaa vaaris
qaum marhuum ke e.azaaz-e-kuhan kaa vaaris
Chakbast Braj Narayan
Nazm
iqbaal ek kitab
pahle ye e.azaaz un ko diijiye
shauq se phir us ko mai.n luu.ngaa janaab
Mateen Achalpuri
Nazm
kya KHabar thi
paa.e.nge dushmanaan-e-dii.n e.azaaz
qaatilo.n kii rifaah bhii hogii
Muhammad Rashid Athar
Nazm
KHamosh raho
e.azaaz apnaa tum ne kyuu.n lauTaayaa hai
aag paraa.ii me.n na jalo KHaamosh raho
Nazish Partap Gadhi
Nazm
tum to bas lashen uThane ke liye zinda ho
tum ko nobel kii zaruurat hii nahii.n hai baabaa
ko.ii e.azaaz ko.ii taKHt ko.ii taaj-e-shahii
Khalid Irfan
Nazm
uzr-e-gunah
jo mirii nazm ko ilhaam banaa detaa thaa
aaj kyo.n mere taKHayyul me.n vo e.ajaaz nahii.n