SEARCH RESULTS
Showing search results for "افسون"
Nazm MATCHES FOR "افسون"
Nazm
aag ke pas
afsuun-e-rivaayat kii lahak aatii hai
aag me.n ko.ele bujhne kii tamannaa na karo
Noon Meem Rashid
Nazm
muslim-league
qaum me.n phuu.nkte rahte hai.n jo afsuun-e-vafaa
un kii afsaana-taraazii kaa bhii vo Dha.ng nahii.n
Shibli Nomani
Nazm
urdu
ab bhii chhaa jaatii hai har ruuh pe mastii ban kar
is KHaraabii me.n bhii afsuun-e-javaa.n hai urdu
Anjum Azmi
Nazm
mujassama
karo.Do.n raaho.n ko chuum aa.ii
falak ke saahir ne kitne afsuun mujh pe phuu.nke
Aziz Tamannai
Nazm
tajassus
aur merii bebasii afsuun-e-dil ko paa ga.ii
dekhte hii dekhte kyaa jaane ye kyaa ho gayaa
Siddique Kaleem
Nazm
ahd-e-mohabbat
mai.n ne har-gaam pe Thukraa diye kitne hii tilism
nik.hat-o-rang ke afsuun me.n uljhaa.e hu.e
Siddique Kaleem
Nazm
mauzu-e-suKHan
haa.e us jism ke kambaKHt dil-aavez KHutuut
aap hii kahiye kahii.n aise bhii afsuu.n ho.nge
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
walida marhuma ki yaad mein
vaqt ke afsuu.n se thamtaa naala-e-maatam nahii.n
vaqt zaKHm-e-teG-e-furqat kaa ko.ii marham nahii.n
Allama Iqbal
Nazm
iblis ki majlis-e-shura
طبع مشرق کے ليے موزوں يہي افيون تھي
ورنہ 'قوالي' سے کچھ کم تر نہيں 'علم کلام'!