SEARCH RESULTS
Showing search results for "اگست"
Nazm MATCHES FOR "اگست"
Nazm
subh-e-azadi (August-47)
ye daaG daaG ujaalaa ye shab-gaziida sahar
vo intizaar thaa jis kaa ye vo sahar to nahii.n
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
14-August
kahaa.n TuuTii hai.n zanjiire.n hamaarii
kahaa.n badlii hai.n taqriire.n hamaarii
Habib Jalib
Nazm
august-1952
raushan kahii.n bahaar ke imkaa.n hu.e to hai.n
gulshan me.n chaak chand garebaa.n hu.e to hai.n
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
barah mahine
saal me.n jab bhii maah-e-august aa chalaa
apnii aazaadiyo.n kaa ba.Dhaa qaafila
Haidar Bayabani
Nazm
pandrah august
KHushiyo.n ke giit gaa.o ki pa.ndrah august hai
sab mil ke muskuraa.o ki pa.ndrah august hai
Maftun Kotvi
Nazm
naya calendar
ye KHabar le ke august aur sitambar aa.e
imtihaano.n me.n ba.Dii shaan ke number aa.e
Shabnam Rumani
Nazm
15 august
har suu hai bahaar-e-maah-e-august
hai dil me.n qaraar-e-maah-e-august
Shaukat Pardesi
Nazm
hiroshima ki piDa
jis ne august 1945 kii kaalii raat ko
hiroshima naagaa-saakii me.n mirtyu kaa taanDav kar
Atal Bihari Vajpayee
Nazm
pandrah august
ahinsaa kii shamshiir chamkii isii din
Gulaamii kii zanjiir TuuTii isii din
Masooda Hayat
Nazm
hae bapu teri duhai hai
aaj phir se august aayaa hai
sab ke ghar me.n KHushii hii chhaa.ii hai