SEARCH RESULTS
Showing search results for "بادہ_خوار"
Nazm MATCHES FOR "بادہ_خوار"
Nazm
kali-das
hai tere naGmo.n kaa shaidaa 'habiib' muddat se
isii sharaab me.n hai mast baada-KHvaar tiraa
JaiKrishn Chaudhry Habeeb
Nazm
hindu musalmanon ka ittihad
jab ek mai-kade ke ho baada-KHvaar dono.n
haa.n chho.D do ye ranjish ban jaa.o yaar dono.n
Chandar Bhan Kaifi Dehelvi
Nazm
holi
piye hu.e hai.n sabhii aaj to mai-e-holii
bahak rahaa hai har ik baada-KHvaar holii me.n
Zareef Dehlvi
Nazm
jawahar-lal
jamaaliyaat kaa ghar kohsaar hai jis se
subuu-ba-dosh har ik baada-KHvaar hai jis se
Arsh Malsiyani
Nazm
KHizan ke git
abhii abhii to fazaa muskuraa ke jaagii hai
abhii to shauq-e-dil-exbaada-KHvaar baaqii hai
Razia Rana
Nazm
zarf
Nazm
saqi nama
baada-KHvaarii kaa shaGl ghar ghar hai
aur taa.Dii to shiir-e-maadar hai
Nazm Tabatabai
Nazm
jawab-e-shikwa
dil se jo baat nikaltii hai asar rakhtii hai
par nahii.n taaqat-e-parvaaz magar rakhtii hai
Allama Iqbal
Nazm
laDki aur baadal
ek KHvaab hai aur
KHvaab ke paas ek be-ra.ng kuttaa aur gulaabii baadal
Zeeshan Sahil
Nazm
be-KHwabi ki aakas bel par khili KHwahish
mujh ko sone do
sadiyo.n jaisii gahrii lambii nii.nd