SEARCH RESULTS
Showing search results for "باپ۔"
Nazm MATCHES FOR "باپ۔"
Nazm
jawab-e-shikwa
baap kaa ilm na beTe ko agar azbar ho
phir pisar qaabil-e-miiraas-e-pidar kyuu.nkar ho
Allama Iqbal
Nazm
wo kamra yaad aata hai
kuchh zaraa mushkil se khulne vaalaa vo shiisham kaa darvaaza
ki jaise ko.ii akkha.D baap
Javed Akhtar
Nazm
walid sahab ke nam
aziiz-tar mujhe rakhtaa hai vo rag-e-jaa.n se
ye baat sach hai miraa baap kam nahii.n maa.n se
Tahir Shaheer
Nazm
muflisi
beTii ne jaanaa baap to meraa nikhaTTuu hai
beTe pukaarte hai.n ki baabaa nikhaTTuu hai
Nazeer Akbarabadi
Nazm
kar gae kuch kahan
maa.e.n rakkhe.ngii tire naam pe aulaad kaa naam
baap beTo.n ke liye terii bayaaze.n le.nge
Ahmad Faraz
Nazm
ramaen ka ek sin
ruKHsat hu.aa vo baap se le kar KHudaa kaa naam
raah-e-vafaa kii manzil-e-avval hu.ii tamaam
Chakbast Braj Narayan
Nazm
yaksui
tum me.n himmat hai to duniyaa se baGaavat kar do
varna maa.n baap jahaa.n kahte hai.n shaadii kar lo
Sahir Ludhianvi
Nazm
main bach gai man
miraa qad jo tho.Daa saa ba.Dhtaa
mire baap kaa qad chhoTaa pa.Dtaa
Zehra Nigaah
Nazm
hubb-e-watan
baap kaa hukm rakh liyaa sar par
par chalaa saath le ke daaG-e-jigar
Altaf Hussain Hali
Nazm
hinDola
ba-qaul shaa.er-e-mulk-e-fara.ng har bachcha
KHud apne ahd-e-javaanii kaa baap hotaa hai
Firaq Gorakhpuri
Nazm
ustad ka DanDa
kaash bhuulaa hu.aa shafqat kaa sabaq yaad aa.e
baap ke ruup me.n school me.n ustaad aa.e