SEARCH RESULTS
Showing search results for "بجھانا"
Nazm MATCHES FOR "بجھانا"
Nazm
safar nama
KHuun kii aag ko ashko.n se bujhaanaa hogaa
ko.ii dil dha.Dkegaa shab bhar na kisii aa.ngan me.n
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
salgirah
jin ko a.ngrez kii phuu.nko.n ne bujhaanaa chaahaa
aur KHud un kii zabaa.n jal ke siyah-faam hu.ii
Akhtar Payami
Nazm
nazm ittihad
aKHlaaq kaa charaaG bujhaanaa na chaahiye
zulmat-kada me.n Gair ke jaanaa na chaahiye
Mirza Altaf Husain Alim Lucknowi
Nazm
raushni raushni ke KHwab
charaaG-e-umr bujhaanaa to KHair mumkin hai
charaaG-e-jehd musalsal na sard hogaa kabhii
Chandrabhan Khayal
Nazm
main bulandiyon par jal raha hun
agar ko.ii mujhe bujhaanaa chaahtaa hai
to mere bachche phir mujhe jalaa dete hai.n
Qamar Jameel
Nazm
mujhe ek nazm likhni hai
mujhe jaltii hu.ii shai ko
bujhaanaa tak nahii.n aataa
Asad Bijnori Alig
Nazm
umr mahdud hai
bujhaanaa hai ab bii.Diyaa.n maa.ng kar mujh ko apnii talab
phir chalii
Shariq Kaifi
Nazm
ek nazm zamin walon ke nam
chahaar samto.n me.n aag aisii lagii hu.ii hai
bujhaanaa chaahe.n to ba.Dh rahii hai
Ghayas Mateen
Nazm
KHun phir KHun hai
aaise sho.ale ki bujhaa.o to bujhaa.e na bane
aaise na.are ki dabaa.o to dabaa.e na bane
Sahir Ludhianvi
Nazm
shishon ka masiha koi nahin
ye aag lagaate phirte hai.n
vo aag bujhaate rahte hai.n
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
nauha
maanaa ki ujaalo.n ne tumhe.n daaG diye the
be-raat Dhale sham.a bujhaataa nahii.n ko.ii
Kaifi Azmi
Nazm
man ka KHwab
samajhtii hai tuu ho gayaa kyaa ise?
tire aa.n.su.o.n ne bujhaayaa ise!
Allama Iqbal
Nazm
mujhe mat batana
mujhe mat bataanaa
ki tum ne mujhe chho.Dne kaa iraada kiyaa thaa
Parveen Shakir
Nazm
roTiyan
is aag ko magar ye bujhaatii hai.n roTiyaa.n
puuchhaa kasii ne ye kisii kaamil faqiir se