SEARCH RESULTS
Showing search results for "بلاق"
Nazm MATCHES FOR "بلاق"
Nazm
shikwa
aag takbiir kii siino.n me.n dabii rakhte hai.n
zindagii misl-e-bilaal-e-habashii rakhte hai.n
Allama Iqbal
Nazm
aawara
muntazir hai ek tuufaan-e-balaa mere liye
ab bhii jaane kitne darvaaze hai.n vaa mere liye
Asrarul Haq Majaz
Nazm
shayad
mashaam-e-jaa.n me.n mere aashtii-mandaana aatii ho
judaa.ii me.n balaa kaa iltifaat-e-mehramaana hai
Jaun Eliya
Nazm
safar ke waqt
ho tum balaa ke baGaavat-pasand talKH-kalaam
KHud apne haq me.n ik aazaar ho ga.e ho tum
Jaun Eliya
Nazm
chakle
bulaa.o KHudaayaan-e-dii.n ko bulaa.o
ye kuuche ye galiyaa.n ye manzar dikhaa.o
Sahir Ludhianvi
Nazm
masjid-e-qurtuba
kaun sii vaadii me.n hai kaun sii manzil me.n hai
ishq-e-balaa-KHez kaa qaafla-e-saKHt-jaa.n
Allama Iqbal
Nazm
hum to majbur-e-wafa hain
''balaa-kashaan-e-mohabbat pe jo hu.aa so hu.aa
jo mujh pe guzrii mat us se kaho, hu.aa so hu.aa
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
lekin baDi der ho chuki thi
lahje me.n magar balaa kaa Thahraa.o
aavaaz me.n guu.njtii judaa.ii
Parveen Shakir
Nazm
muflisi
muflis kii ye baraat cha.Dhaatii hai muflisii
gar byaah kar chalaa hai sahar ko to ye balaa
Nazeer Akbarabadi
Nazm
to behtar hai yahi
vo jo is Gam se ziyaada jaa.n-gusil qaatil rahaa
vo jo ik sail-e-balaa-a.ngez thaa apne liye
Ahmad Faraz
Nazm
marhum
mai.n ruuThaa huu.n meraa kaa.ndhaa chhu.o
phir muskuraa.o aur khaane par bulaa lo
Manoj Azhar
Nazm
ramaen ka ek sin
aur yuu.n kahii.n bhii ra.nj-o-balaa se mafar nahii
kyaa hogaa do gha.Dii me.n kisii ko KHabar nahii
Chakbast Braj Narayan
Nazm
hubb-e-watan
phir ga.e bhaa.iyo.n se jab bhaa.ii
jo na aanii thii vo balaa aa.ii
Altaf Hussain Hali
Nazm
hinDola
vo raato.n-raat 'sirii-krishn' ko uThaa.e hu.e
balaa kii qaid se 'basdev' kaa nikal jaanaa
Firaq Gorakhpuri
Nazm
jaun-eliya se aaKHri mulaqat
jo ik KHalaa hai ye kyaa balaa hai
ye diin-o-maz.hab faqat kitaabe.n