SEARCH RESULTS
Showing search results for "بہبود"
Nazm MATCHES FOR "بہبود"
Nazm
nashat-e-umid
qaum kii bahbuud kaa bhuukaa hai ek
jin me.n ho un ke liye anjaam-e-nek
Altaf Hussain Hali
Nazm
ilm
ilm hai insaan kii bahbuud-o-baqaa ke vaaste
ye nahii.n insaaniyat kii ibtilaa ke vaaste
Farooq Shakeel
Nazm
paisa
har tarah hotii hai KHush-vaqti-o-KHuubii bahbuud
KHush-dilii taazgii aur KHurmii kartii hai duruud
Nazeer Akbarabadi
Nazm
qahat-sali mein eid
kahte hai.n eid hai aaj apnii bhii eid hotii
bahbuud-e-mulk kii gar ham ko umiid hotii
Lal Chand Falak
Nazm
aah gokhale
kyo.n yaas ho na mujh ko bahbuud-e-hindiyaa.n se
suntii huu.n gokhale bhii ruKHsat hu.e jahaa.n se
Zahida Khatoon sharvaiya
Nazm
muhasara
bichhaa diyaa gayaa baaruud us ke paanii me.n
vo juu-e-aab jo merii galii ko aatii thii
Ahmad Faraz
Nazm
ai mere sare logo
phir vahii aag dar aa.ii hai mirii galiyo.n me.n
phir mire shahr me.n baaruud kii buu phailii hai
Ahmad Faraz
Nazm
ai mere watan ke KHush-nawao
lailaa-e-vatan ke pairahan me.n
baaruud kii buu nahii.n rahegii
Ahmad Faraz
Nazm
us samt na jaana jaan meri
us samt kii saarii phul-jha.Diyaa.n
baaruud kii taal me.n Dhaltii hai.n
Mohsin Naqvi
Nazm
abhi mujhse kisi ko mohabbat nahin hui
aur baaruud se munsalik kar diyaa gayaa hai
aabaadii kaa mas.ala darpesh hai
Ziyaul Hasan
Nazm
apahij gaDi ka aadmi
zab.h hote rahe.n!
vo du.aa.e.n jo baaruud kii buu me.n bas kar
Akhtarul Iman
Nazm
mere azizo, mere rafiqo
siyaah baaruud kii lakiire.n
kaTiile kaajal, sajiile surme