SEARCH RESULTS
Showing search results for "بے_خوف_و_خطر"
Nazm MATCHES FOR "بے_خوف_و_خطر"
Nazm
walid
ab mai.n kaise rahuu.n be-KHauf-o-KHatar
saamne laakho.n dukh kha.De hai.n satar
Noor N Sahir
Nazm
do gadhe
raasta bhaTke hu.e the vo magar
jaa rahe the phir bhii be-KHauf-o-KHatar
Ghulam Khwaja Moinuddin Yateem
Nazm
shair
fitratan aazaad be-KHauf-o-KHatar bebaak hai
zindagii detii hai.n us ko zindagii kii talKHiyaa.n
Prem Lal Shifa Dehlvi
Nazm
zara sabr!
naav ma.njdhaar se be-KHauf-o-KHatar khelegii
naaKHudaa barbat-e-tuufaa.n pe rajaz-KHvaa.n ho.nge
Shorish kashmiri
Nazm
marhum bachche ki yaad
raat jangal kii udaasii har taraf taariik ghar
chain se sonaa tumhaaraa ho ke be-KHauf-o-KHatar
Siraj Lakhnavi
Nazm
adl-e-jahangiri
mufti-e-diin ne be-KHauf-o-KHatar saaf kahaa
shar.a kahtii hai ki qaatil kii u.Daa do gardan
Shibli Nomani
Nazm
raat aur rail
al-Garaz u.Dtii chalii jaatii hai be-KHauf-o-KHatar
shaa.ir-e-aatish-nafas kaa KHuun khaulaatii hu.ii
Asrarul Haq Majaz
Nazm
tum apni karni kar guzro
aur saare Gam miT jaa.e.nge
tum KHauf-o-KHatar se dar-guzro
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
bachche baDon se behtar hain
kuchh ham ko nahii.n hai KHauf-o-KHatar
rakhte hai.n bharosa allah par
Bismillah Adeem
Nazm
ham-zad
merii raftaar ke pur-KHauf-o-KHatar raste me.n
kis ne aavaaz kii diivaar banaa rakkhii hai