SEARCH RESULTS
Showing search results for "تابناک"
Nazm MATCHES FOR "تابناک"
Nazm
saqi-nama
a.ndhere ujaale me.n hai taabnaak
man o tuu me.n paidaa man o tuu se paak
Allama Iqbal
Nazm
dosti ka hath
tumhaare baam kii sham.e.n bhii taabnaak nahii.n
mire falak ke sitaare bhii zard zard se hai.n
Ahmad Faraz
Nazm
masjid-e-qurtuba
ishq kii mastii se hai paikar-e-gil taabnaak
ishq hai sahbaa-e-KHaam ishq hai kaas-ul-karaam
Allama Iqbal
Nazm
KHatun-e-mashriq
sirf ik teraa tabassum ai jamaal-e-taabnaak
siina-e-atfaal me.n paidaa karegaa ruuh-e-paak
Josh Malihabadi
Nazm
daricha
kisii pe qatl mah-e-taabnaak karte hai.n
kisii pe hotii hai sarmast shaaKH-saar-e-do-niim
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
etiraf
tire safar ko bahut taabnaak kar na sakaa
tumhaarii KHvaahisho.n ke KHvaab-naak daaman ko
Naeem Zarrar Ahmad
Nazm
do-aba bast jalandhar
zaad buum-e-arsh rif.at-aashnaa terii KHaak
'josh' ke KHurshiid-e-ma.anii kii ziyaa se taabnaak
Arsh Malsiyani
Nazm
infiradiyat
lekin aisaa anjum-e-raushan-jabiin o taabnaak
KHud hii ho jaataa hai apnii taabnaakii kaa shikaar
Ali Sardar Jafri
Nazm
junun-e-wafa
navaa-e-KHaama ho mansuub aaj se pyaaro
shahiid-e-amn kii ruudaad-e-taabnaak ke naam
Jagan Nath Azad
Nazm
kash
kaash taaro.n kaa taabnaak jamaal
jaan-o-tan me.n mire samaa jaataa
JaiKrishn Chaudhry Habeeb
Nazm
jahan-zad
azal ke harf-giir taabnaak KHvaab ke liye
kahii.n bhii kuchh raqam nahii.n
Ishrat Afreen
Nazm
moti
mandir me.n motiyo.n ke ma.abuud thaa ye motii
hasrat se muntazir thii har taabnaak maalaa
Zakiya Sultana Nayar
Nazm
tulu-e-islam
zamii.n se nuuryaan-e-aasmaa.n-parvaaz kahte the
ye KHaakii zinda-tar paa.enda-tar taabinda-tar nikle
Allama Iqbal
Nazm
zauq o shauq
fursat-e-kashmukash me.n ii.n dil be-qaraar raa
yak do shikan zyaada kun gesuu-e-taabdaar raa
Allama Iqbal
Nazm
walida marhuma ki yaad mein
zindagaanii thii tirii mahtaab se taabinda-tar
KHuub-tar thaa sub.h ke taare se bhii teraa safar