SEARCH RESULTS
Showing search results for "تشدد"
Nazm MATCHES FOR "تشدد"
Nazm
lahu nazr de rahi hai hayat
magar haTe hai.n kahii.n jabr aur tashaddud miTe
vo falsafe ki jilaa de ga.e dimaaGo.n ko
Sahir Ludhianvi
Nazm
chaDha diya hai bhagat-singh ko raat phansi par
aduu vatan ko tashaddud se kyaa dabaa.e.nge
vo apne haath se fitne na.e jagaa.e.nge
Aaftab Rais Panipati
Nazm
gandhi-ji ki aawaz
sabaq pa.Dhaayaa thaa tum ko adam-tashaddud kaa
tumhe.n bataayaa thaa mai.n ne gunaah hai hinsaa
Nazish Partap Gadhi
Nazm
gandhi ji
vaqaar-e-maadar-e-hindostaa.n the gaa.ndhii jii
sunii na baat tashaddud bhare usuulo.n kii
Kaif Ahmed Siddiqui
Nazm
shauhar ki fariyaad
kar na ThanDaa sard-mehrii se miraa josh-e-talab
naaravaa hai ye tashaddud naa-munaasib ye Gazab
Asad Jafri
Nazm
raqs
tashaddud-o-jabr ke idaare
ab in me.n raqsaa.n hai.n zar-KHariid aur Gulaam saare
Ishrat Afreen
Nazm
uske nam jise tariki nigal chuki
tashaddud kis kis tarah se kiyaa jaa saktaa hai
vo be-zaar ho gayaa us aavaaz se
Injila Hamesh
Nazm
jahan-dushman
kisii maz.hab ne tashaddud kii ijaazat nahii.n dii
maz.habii log sitam-pesha nahii.n ho sakte
Anwar Abbas
Nazm
nili gard ka zamzam
mai.n taKHayyul ke tashaddud kaa shikaar
dekhtaa huu.n aasmaa.n se saaya saaya chiith.De girte hu.e
Aftab Iqbal Shamim
Nazm
karwan-e-hayat
vahii fasaad vahii shar hii tamarrud hai
dimaaG-o-dil pe musallat vahii tashaddud hai
Amjad Najmi
Nazm
mazdur
tujhe haqiir samajhtaa hai zar-parast jalaal
jahaan-e-jabr-o-tashaddud maqaam-e-jang-o-qitaal
Maikash Akbarabadi
Nazm
amn ka suraj
tum tashaddud ke ravaadaar nahii.n ho lekin
amn kii dil se himaayat bhii kahaa.n kii tum ne
Noor muneeri
Nazm
ek hindostani ki munajat
ahinsaa kii pothii ko.ii phir pa.Dhaaye
tashaddud ke haatho.n se ham ko bachaa.e
Ghazanfar
Nazm
nadamat hi nadamat
tashaddud KHauf dahshat barbariyat
aur muGalliz raat kii raano.n me.n shahvat