SEARCH RESULTS
Showing search results for "تڑپانا"
Nazm MATCHES FOR "تڑپانا"
Nazm
marsiya sisli
مرثیہ تیری تباہی کا میری قسمت میں تھا
یہ تڑپنا اور تڑپانا میری قسمت میں تھا
Allama Iqbal
Nazm
tarana-e-milli
'iqbaal' kaa taraana baa.ng-e-daraa hai goyaa
hotaa hai jaada-paimaa phir kaarvaa.n hamaaraa
Allama Iqbal
Nazm
main use waqif-e-ulfat na karun
KHud to vo aatish-e-jazbaat me.n jal jaa.egii
aur duniyaa ko is anjaam pe ta.Dpaa.egii
Noon Meem Rashid
Nazm
muflisi
chuulhaa tavaanaa paanii ke maTke me.n aabii hai
piine ko kuchh na khaane ko aur ne rakaabii hai
Nazeer Akbarabadi
Nazm
ek mulaqat
tirii ta.Dap se na ta.Dpaa thaa meraa dil lekin
tire sukuun se bechain ho gayaa huu.n mai.n
Sahir Ludhianvi
Nazm
ek tarana mujahidin-e-filistin ke liye
ham jiite.nge
haqqaa ham ik din jiite.nge
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
girls college ki lari
fasaana bhii un kaa taraana bhii un kaa
javaanii bhii un kii zamaana bhii un kaa
Jan Nisar Akhtar
Nazm
jis roz qaza aaegi
aur kahii.n duur se anjaan gulaabo.n kii bahaar
yak-ba-yak siina-e-mahtaab ko ta.Dpaane lage
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
qaht-e-bangal
bachcho.n kaa ta.Dapnaa vo bilaknaa vo sisaknaa
maa.n-baap kii maayuus nazar dekh rahaa huu.n
Jigar Moradabadi
Nazm
gandhi-ji ki yaad mein!
ye naGma-e-hayaat hai ki hai ajal taraana-sanj
ye daur-e-kaa.enaat hai ki raqs me.n hai ahrman