SEARCH RESULTS
Showing search results for "تکلف_عرض_نیاز"
Nazm MATCHES FOR "تکلف_عرض_نیاز"
Nazm
haqiqat-o-afsana
mere har naaz ko aa.nkho.n pe biThaayaa tuu ne
mere andaaz ko siine se lagaayaa tuu ne
Niyaz Gulbargavi
Nazm
jannat-e-kashmir yahi hai
jis husn ke har naaz pe miTtaa hai zamaana
jis husn kaa hai lab pe muGannii ke taraanaa
Arsh Malsiyani
Nazm
abbu ki yaad mein
phir vo 'KHurshiid' mirii ruuh ke andar chamke
kyo.n chalaa jaataa hai har naaz uThaane vaalaa
Khursheed Alig
Nazm
tumne likkha hai
jii me.n aataa hai ki is raaz ko rusvaa kar duu.n
kyuu.n na har naaz ko andaaz ko rusvaa kar duu.n
Prem Warbartani
Nazm
do-aba bast jalandhar
terii punjabi zabaa.n me.n lutf-e-shahd-o-qand hai
is qadar saada ki har raah-e-takalluf band hai
Arsh Malsiyani
Nazm
ek viran si KHamoshi mein
kyo.n ik ajnabii sadaa pe naaz
ruuh kaa har taar jhanjhanaataa hai
Meena Kumari Naz
Nazm
din guzarta nazar nahin aata
ek tanhaa.ii jo maut kii tarah KHaamosh
har na.ii shaam nayaa bhes badal aatii hai
Meena Kumari Naz
Nazm
mahatma gandhi
sehr thaa teraa takallum mo.ajiza teraa sukuut
terii har tahriir me.n thaa Gaib kaa farmaa.n nihaa.n
Sabir Abuhari
Nazm
KHatun-e-mashriq
un ke aage har nayaa maidaan hogaa jalva-gaah
aur tiraa stage hogaa sirf shauhar kii nigaah
Josh Malihabadi
Nazm
pahli nazar
har takallum ik qayaamat har tabassum barq-rez
aur jis kii saadgii bhii ik fasaana hashr-KHez
Hasrat Jaipuri
Nazm
guru-nanak dev ji
KHudaa kare ki zamaana sune tirii aavaaz
har ik jabii.n ko mayassar ho teraa aks-e-niyaaz
Darshan Singh
Nazm
pas-e-taqrib-e-mulaqat
pas-e-taqriib-e-mulaaqaat yahaa.n shaam Dhale
der tak phailii rahegii tirii shirkat kii mahak
Abdul Ahad Saaz
Nazm
ganga ka kinara
KHaamosh fazaa.o.n kaa vo pur-kaif nazaaraa
vo nuur-e-sahar aur vo gangaa kaa kinaaraa