SEARCH RESULTS
Showing search results for "جارحانہ"
Nazm MATCHES FOR "جارحانہ"
Nazm
mausam-e-hijr
ab ke mausam kaa ye jaarihaana jo andaaz hai
us kaa tevar tumhaarii rifaaqat kaa Gammaaz hai
Shehla Kaleem
Nazm
bulbul
tiraa mu.aamlaa suud o ziyaa.n se aarii hai
azal ke din se hai mahv-e-jamaal-e-jaanaana
Majnoon Gorakhpuri
Nazm
shakespeare
is ko hai ek faqat dekhne vaalaa darkaar
tuur se kam to nahii.n jalva-e-jaanaana-e-dil
Jagan Nath Azad
Nazm
nazr-e-watan
paa.e talab ko vaadii-e-parvii.n hai niim-gaam
phir aarzuu ko manzil-e-jaanaana chaahiye
Akhtar Shirani
Nazm
ishq
ishq mahduud nahii.n qissa-o-afsaana tak
ishq mahduud nahii.n jalva-e-jaanaana tak
Anwar Abbas
Nazm
agar hum sarhadon par peD ugate
mere jism kaa saaya gar vahaa.n pe pa.Dtaa
to jurmaana lagtaa
Sunayana Kachroo
Nazm
qaumi yak-jihati
zindagii naam hai jiine kaa jise jaanaa hai
haa.n magar jii ke bahak jaane pe jurmaana hai
Sagheer Riyaz
Nazm
lal-bahadur-shastari
payaam-e-amn diyaa jaarhaan-e-aalam ko
gayaa sa.nvaar ke duniyaa kii zindagii kaa chalan