SEARCH RESULTS
Showing search results for "جذبہ"
Nazm MATCHES FOR "جذبہ"
Nazm
hinDola
mai.n akasr un ke tasavvur me.n Duub jaataa thaa
vafuur-e-jazba se ho jaatii thii mizha pur-nam
Firaq Gorakhpuri
Nazm
aaKHiri lamha
kisii tariiq se jazba nahii.n mohabbat kaa
hazaaro.n saal me.n tahziib-e-jism nikhrii hai
Jan Nisar Akhtar
Nazm
kya gul-badani hai
andaaz hai yaa jazba-e-garduu.n-zadanii hai
aavaaz hai yaa barbat-e-iimaa.n-shiknii hai
Josh Malihabadi
Nazm
ek aam si laDki
vo ek aam sii la.Dkii ik aisaa jazba hai
milii nahii.n jise alfaaz me.n panaah abhii
Naresh Kumar Shad
Nazm
aurat ki taKHliq
dil-navaazii kaa jazba ubhaaraa gayaa
naujavaanii kaa chehra nikhaaraa gayaa
Izhaar Malihabadi
Nazm
paigham eid
aa.o tajdiid-e-vafaa kar le.n KHuluus-e-dil se
jazba-o-shauq-e-ham-aaha.ngii-e-ahbaab liye
Hafeez Banarasi
Nazm
gandhi
jazba-e-ehsaas-e-KHuddaarii bashar me.n bhar diyaa
naaz uThaa.e hind ke vo hind kaa Gam-KHvaar thaa
Sahir Hoshiyarpuri
Nazm
ek jila-watan ki wapsi
jazba-e-aish kii har shorish-e-faanii kii qasam
tujh ko apnii isii bad-mast javaanii kii qasam
Asrarul Haq Majaz
Nazm
leader ki dua
mai.n apne ilaaqa ke logo.n ko bhii ghaplaa duu.n
vo shauq-e-siyaasat de vo jhuuT kaa jazba de