SEARCH RESULTS
Showing search results for "جڑ"
Nazm MATCHES FOR "جڑ"
Nazm
mujhse pahli si mohabbat meri mahbub na mang
terii aa.nkho.n ke sivaa duniyaa me.n rakkhaa kyaa hai
tuu jo mil jaa.e to taqdiir niguu.n ho jaa.e
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
shishon ka masiha koi nahin
motii ho ki shiisha jaam ki dur
jo TuuT gayaa so TuuT gayaa
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
watniyat
اس دور ميں مے اور ہے ، جام اور ہے جم اور
ساقي نے بنا کي روش لطف و ستم اور
Allama Iqbal
Nazm
makan
ye zamii.n tab bhii nigal lene pe aamaada thii
paa.nv jab TuuTtii shaaKHo.n se utaare ham ne
Kaifi Azmi
Nazm
hamesha der kar deta hun
kisii ko maut se pahle kisii Gam se bachaanaa ho
haqiiqat aur thii kuchh us ko jaa ke ye bataanaa ho
Muneer Niyazi
Nazm
hubb-e-watan
ai pahaa.Do.n kii dil-fareb fazaa
ai lab-e-juu kii ThanDii ThanDii havaa
Altaf Hussain Hali
Nazm
rishwat
bhuul kar bhii jo ko.ii letaa hai rishvat chor hai
aaj qaumii paagalo.n me.n raat din ye shor hai
Josh Malihabadi
Nazm
kuchh ishq kiya kuchh kaam kiya
jo ishq ko kaam samajhte the
yaa kaam se aashiqii karte the
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
nashat-e-umid
dil pa pa.Daa aan ke jab ko.ii dukh
tere dilaase se milaa ham ko sukh
Altaf Hussain Hali
Nazm
yakum may
ye jo rishta-daar thaa ham sab kaa lekin duur kaa
mill ke maalik ne ise rutba diyaa mansuur kaa
Syed Mohammad Jafri
Nazm
sach kaho
sach hai duniyaa me.n nekiyo.n kii ja.D
sach na ho to jahaan jaa.e uja.D
Ismail Merathi
Nazm
dehli
bha.Dak rahe hai.n nigaaho.n ke saamne shole
zabaa.n na mu.nh me.n ho jis ke vo kis tarah bole
Wamiq Jaunpuri
Nazm
silsile sawalon ke
hazaaro.n sadiyo.n ke darmiyaa.n ko.ii aisaa lamha
jo tum ne is ke liye jiyaa ho