SEARCH RESULTS
Showing search results for "حزن"
Nazm MATCHES FOR "حزن"
Nazm
mujhse pahli si mohabbat meri mahbub na mang
ab bhii dilkash hai tiraa husn magar kyaa kiije
aur bhii dukh hai.n zamaane me.n mohabbat ke sivaa
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
KHana-ba-dosh
maathe pe saKHt-koshi-e-paiham kii daastaa.n
aa.nkho.n me.n huzn o yaas kii ghanghor badliyaa.n
Asrarul Haq Majaz
Nazm
uljhanen
kamaal-e-husn aur ye inkisaar-e-ishq are tauba
vo naazuk haath meraa gosha-e-daaman ma.aaz-allaah
Kaifi Azmi
Nazm
huzn-e-insan
husn bechaare ko dhokaa saa diye jaataa hai
zauq-e-taqdiis pe majbuur kiye jaataa hai
Noon Meem Rashid
Nazm
mere siwa
kaun samjhegaa ba-juz mere tiraa huzn-o-alam
jab tire dosh pe bikhrii bhii na vo zulf-e-daraaz
Moin Ahsan Jazbi
Nazm
hawa ruki hai to raqs-e-sharar bhi KHatm hua
ki huzn-o-yaas kaa manzar banaa diyaa hai use
vo dekho mez pe jitnii kitaabe.n rakkhii hai.n
Tariq Qamar
Nazm
musibat ki KHabren
Gamo.n ke a.ndhero.n me.n jak.De hu.e
huzn kii aag se un kaa dil jal gayaa
Ali Akbar Natiq
Nazm
aatma tarang
is des kii chaahat faanii hai
yaa.n husn-o-vajaahat faanii hai
Basheerunnisaa Begam Basheer
Nazm
shahr-ashob
karbalaa ke huzn me.n
ek vahshiyaana raqs kii taKHliiq me.n masraf thaa
Ekram Khawar
Nazm
bachchon se KHitab
tan kii paakiizgii bhii achchhii hai
man kii paakiizgii hai husn-e-KHisaal
Faiz Tabassum Tonsvi
Nazm
shikwa
ishq kaa dil bhii vahii husn kaa jaaduu bhii vahii
ummat-e-ahmad-e-mursil bhii vahii tuu bhii vahii
Allama Iqbal
Nazm
raqib se!
aa ki vaabasta hai.n us husn kii yaade.n tujh se
jis ne is dil ko parii-KHaana banaa rakkhaa thaa