SEARCH RESULTS
Showing search results for "دعوت_شیراز_ابر_و_باد"
Nazm MATCHES FOR "دعوت_شیراز_ابر_و_باد"
Nazm
abr-o-baad
ye baadalo.n kaa tanaffus ye sard sard havaa
ye sansanaatii havaa.e.n ye bolte hu.e saaz
Manzoor Husain shor
Nazm
mujhe sham aai hai shahr mein
kahii.n ko.Dhiyo.n kii shifaa banii
kahii.n abr-o-baad se
Jawayd Anwar
Nazm
KHizan ke phul
udaas-udaas sii raate.n thake-thake se nujuum
ye abr-o-baad kii yuurish ye bijliyo.n kaa hujuum
Afsar Seemabi Ahmad Nagari
Nazm
be-KHabari
nik.hat-e-abr-o-baad kii mastii me.n Dolte the ghar
saaf dikhaa.ii dete the
Jameel ur Rahman
Nazm
ramaen ka ek sin
dekho ye qudarat-e-chaman-aaraa-e-rozgaar
vo abr-o-baad o barf me.n rahte hai.n barqaraar
Chakbast Braj Narayan
Nazm
KHana-ba-dosh
dhuup aur abr-o-baar ke maare hu.e Gariib
ye log vo hai.n jin ko Gulaamii nahii.n nasiib
Asrarul Haq Majaz
Nazm
nazr-e-watan
phir abr-o-baaG-o-nik.hat-o-gul ke hujuum me.n
sham.a o sarv o baada-o-paimaana chaahiye
Akhtar Shirani
Nazm
lucknow
firdaus-e-husn-o-ishq hai daamaan-e-lucknow
aa.nkho.n me.n bas rahe hai.n Gazaalaan-e-lucknow
Asrarul Haq Majaz
Nazm
holi
'saaGar' naved-e-daavat-e-aab-o-havaa liye
baad-e-bahaar aa.ii hai holii ke ruup me.n
Saghar Nizami
Nazm
ye shahr-e-dilli hai
na hogaa is ke dar-o-baam par zaraa bhii asar
hazaar shor machaa.o ye shahr-e-dillii hai
Iqbal Umar
Nazm
shahar-e-yaran
aasmaa.n kii god me.n dam to.Dtaa hai tifl-e-abr
jam rahaa hai abr ke ho.nTo.n pe KHuu.n-aaluud kaf