SEARCH RESULTS
Showing search results for "رنگ"
Nazm MATCHES FOR "رنگ"
Nazm
saza
tum KHuun thuuktii ho ye sun kar KHushii hu.ii
is rang is adaa me.n bhii purkaar hii raho
Jaun Eliya
Nazm
jawab-e-shikwa
har musalmaa.n rag-e-baatil ke liye nashtar thaa
us ke aa.iina-e-hastii me.n amal jauhar thaa
Allama Iqbal
Nazm
itna malum hai!
mai.n yahaa.n huu.n magar us kuucha-e-ra.ng-o-buu me.n
roz kii tarah se vo aaj bhii aayaa hogaa
Parveen Shakir
Nazm
aurat
hausle vaqt ke aur ziist ke yak-ra.ng hai.n aaj
aabgiino.n me.n tapaa.n valvala-e-sa.ng hai.n aaj
Kaifi Azmi
Nazm
KHuda ka sawal
muKHaatib hai bande se parvardigaar
tuu husn-e-chaman tuu hii rang-e-bahaar
Abrar Ahmad Kashif
Nazm
ye meri ghazlen ye meri nazmen
magar har ik baar tujh ko chhuu kar
ye ret ra.ng-e-hinaa banii hai
Ahmad Faraz
Nazm
diwangi rahe baqi
har ek rang tire ruup kii jhalak le le
ko.ii ha.nsii ko.ii lahja ko.ii mahak le le
Nida Fazli
Nazm
do ishq
is kunj se phuuTegii kiran rang-e-hinaa kii
is dar se bahegaa tirii raftaar kaa siimaab
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
wo
ra.ng me.n us ke azaab-e-KHiirgii shaamil nahii.n
kaif-e-ehsaasaat kii afsurdagii shaamil nahii.n
Jaun Eliya
Nazm
saqi-nama
jahaa.n chhup gayaa parda-e-ra.ng me.n
lahuu kii hai gardish rag-e-sang me.n