SEARCH RESULTS
Showing search results for "رہزن"
Nazm MATCHES FOR "رہزن"
Nazm
shishon ka masiha koi nahin
is maal kii dhun me.n phirte the
taajir bhii bahut rahzan bhii ka.ii
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
walida marhuma ki yaad mein
ilm o hikmat rahzan-e-saamaan-e-ashk-o-aah hai
ya.anii ik almaas kaa Tuk.Daa dil-e-aagaah hai
Allama Iqbal
Nazm
ai ishq kahin le chal
armaano.n kaa qaatil hai ummiido.n kaa rahzan hai
jazbaat kaa maqtal hai jazbaat kaa madfan hai
Akhtar Shirani
Nazm
shama aur shair
رہزن ہمت ہوا ذوق تن آساني ترا
بحر تھا صحرا ميں تو ، گلشن ميں مثل جو ہوا
Allama Iqbal
Nazm
aaj ki baaten kal ke sapne
ham-safar tujh ko kahuu.n yaa tujhe rahzan samjhuu.n
raah me.n laa ke mujhe chho.D diyaa hai tuu ne
Qateel Shifai
Nazm
chala aa raha hun samundaron ke visal se
na KHayaal hii me.n rahe tavaa.n
to vo reg-zaar ki jaise rah-zan-e-piir ho
Noon Meem Rashid
Nazm
jashn ka din
tamiiz-e-rahbar-o-rahzan karo na aaj ke din
har ik se haath milaa.o ki jashn kaa din hai
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
KHuftagan-e-KHak se istifsar
کيا وہاں بجلي بھي ہے ، دہقاں بھي ہے ، خرمن بھي ہے؟
قافلے والے بھي ہيں ، انديشہ رہزن بھي ہے؟
Allama Iqbal
Nazm
tel ke saudagar
ka.ii din se rahzan hai.n KHema-fagan
tel ke buu.Dhe sauda-garo.n ke libaade pahan kar
Noon Meem Rashid
Nazm
aahang-e-nau
jaada-paimaa ke liye KHizr ho tum ye rahzan
tum ho KHirman ke nigahbaan ye barq-e-KHirman
Asrarul Haq Majaz
Nazm
allahabad se
vo sarkash rahzan-e-aivaan-e-KHuubaa.n
ba-azm-e-baaryaabii aa gayaa hai
Asrarul Haq Majaz
Nazm
ek haji madine ke raste mein
ہم سفر ميرے شکار دشنہء رہزن ہوئے
بچ گئے جو ، ہو کے بے دل سوئے بيت اللہ پھرے