SEARCH RESULTS
Showing search results for "زدن"
Nazm MATCHES FOR "زدن"
Nazm
jafa-e-dil-shikan
vo balaa aa.ii ga.ii hai dil pe ban
ab nahii.n hai haa.e jaa-e-dam-zadan
Gulam Dastgeer Mubeen
Nazm
dar-o-rasan
miTaa dii chashm-e-zadan me.n hazaar kii suurat
nazar pa.Dii na kisii be-qaraar kii suurat
Mohammad Ali Tishna
Nazm
nasim-e-sahar
taKHte gulo.n ke chashm-e-zadan me.n khilaa chalii
KHushbuu ke aur shamiim ke dariyaa bahaa chalii
Mela Ram Wafa
Nazm
sham se pahle ghar aa jaana
chashm-e-zadan me.n kar detaa hai reza reza
va.ada karte vaqt hamesha mai.n ye sochuu.n
Yaqoob Tasawwur
Nazm
professor ka programme
kholegaa siyaasat kii girah chashm-zadan me.n
lekin dam-e-lecture ba.Dii uljhan me.n milegaa
Raza Naqvi Vahi
Nazm
professor
kholegaa siyaasat kii girah chashm-zadan me.n
lekin dam-e-lecture ba.Dii uljhan me.n milegaa
Raza Naqvi Vahi
Nazm
jaliyan-wala bagh
yaad hai vo din hame.n ai jaan-e-man
jab aduu tujh par hu.aa thaa teG-zan
Ram Lal Varma Hindi
Nazm
mahfuz asasa
aafaat kaa tuufaan mu.Daa jab mirii jaanib
taaraaj kiyaa ghar ko mire chashm-zadan me.n
Akhtar Bastavi
Nazm
shikwa
KHanda-zan kufr hai ehsaas tujhe hai ki nahii.n
apnii tauhiid kaa kuchh paas tujhe hai ki nahii.n
Allama Iqbal
Nazm
jawab-e-shikwa
ahd-e-nau barq hai aatish-zan-e-har-KHirman hai
aiman is se ko.ii sahraa na ko.ii gulshan hai
Allama Iqbal
Nazm
muhasara
mire Ganiim ne mujh ko payaam bhejaa hai
ki halqa-zan hai.n mire gird lashkarii us ke