SEARCH RESULTS
Showing search results for "زمان"
Nazm MATCHES FOR "زمان"
Nazm
la-ilaha-illallah
KHirad hu.ii hai zamaan o makaa.n kii zunnaarii
na hai zamaa.n na makaa.n laa-ilaaha-illallaah
Allama Iqbal
Nazm
hasan kuza-gar(3)
na apnii is shikast-KHurdaa zaat kaa
ik intizaar-e-be-amaa.n kaa taar hai ba.ndhaa hu.aa!
Noon Meem Rashid
Nazm
shama
ye silsila zamaan-o-makaa.n kaa kamand hai
tauq-e-guluu-e-husn tamaashaa-pasand hai
Allama Iqbal
Nazm
ishq ki taqwim mein
ye baate.n phir se karte hai.n
'mushiir'-uncle! zamaana ishq se ba.Dh kar nahii hai
Harris Khalique
Nazm
aandhi ka rajaz
zamaan o makaan kii naaravaa amal-daarii se
nikaalne ke liye uThii huu.n
Ahmad Javaid
Nazm
qarya-e-viran
ye bastii ab to.D chukii hai hastii kii zanjiir-e-giraa.n
aur quyuud-e-zamaan-o-makaa.n
Mukhtar Siddiqui
Nazm
tarjuman-e-mustaqbil
tire nafas-ba-nafas irtiqaa zamaane kaa
tire qadam-ba-qadam hai zamaan-e-mustaqbil