SEARCH RESULTS
Showing search results for "سجدا"
Nazm MATCHES FOR "سجدا"
Nazm
KHuda ka sawal
farishto.n se sajda bhii karvaa diyaa
ki tere liye mai.n ne kyaa na kiyaa
Abrar Ahmad Kashif
Nazm
masjid-e-qurtuba
paikar-e-nuurii ko hai sajda mayassar to kyaa
us ko mayassar nahii.n soz-o-gudaaz-e-sajuud
Allama Iqbal
Nazm
namaz
ye ek sajda jise tuu giraa.n samajhtaa hai
hazaar sajde se detaa hai aadmii ko najaat
Allama Iqbal
Nazm
ek rah-guzar par
Garaz vo husn ab is rah kaa juzv-e-manzar hai
niyaaz-e-ishq ko ik sajda-gah mayassar hai
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
KHadsha
ye tere lab ye dayaar-e-yaman ke surKH aqiiq
ye aa.iine sii jabii.n sajda-gaah-e-lail-o-nihaar
Mohsin Naqvi
Nazm
ghulamon ki namaz
کہا مجاہد ترکي نے مجھ سے بعد نماز
طويل سجدہ ہيں کيوں اس قدر تمھارے امام
Allama Iqbal
Nazm
tawaif
tuu giraa degii mujhe apnii nazar se varna
tere qadmo.n pe to sajda bhii ravaa hai mujh ko
Moin Ahsan Jazbi
Nazm
shab-e-mearaj
اختر شام کي آتي ہے فلک سے آواز
سجدہ کرتي ہے سحر جس کو، وہ ہے آج کي رات
Allama Iqbal
Nazm
naya husn
tuu jahaa.n rahtii hai us arz-e-hasii.n par sajda
jin me.n tuu miltii hai un raah-guzaaro.n ko salaam
Kaifi Azmi
Nazm
dil-o-dimagh ko ro lunga aah kar lunga
mujhe jo dair-o-haram me.n kahii.n jagah na milii
tire KHayaal hii ko sajda-gaah kar luu.ngaa
Akhtar Shirani
Nazm
aashiq harjai
اے زميں فرسا ، قدم تيرا فلک پيما بھي ہے
عين شغل ميں پيشاني ہے تيري سجدہ ريز
Allama Iqbal
Nazm
hashr ki subh daraKHshan ho maqam-e-mahmud
izn-e-sajda pe kamar taKHta na ho jaa.e kahii.n
khokhle lafzo.n me.n lohaa to nahii.n bhar sakte
Adil Mansuri
Nazm
gurunanak
sachchaa tiraa din aur tirii raat bhii sachchii
sachchaa tiraa saudaa terii har baat bhii sachchii
Arsh Malsiyani
Nazm
aurat ki taKHliq
sun ke aavaaz sajde me.n sab jhuk ga.e
aa.ndhiyaa.n tham ga.ii.n zalzale ruk ga.e