SEARCH RESULTS
Showing search results for "سنسناتی"
Nazm MATCHES FOR "سنسناتی"
Nazm
raushniyan
kitne ho.nTo.n kii gul-fishaa.n aa.nche.n
mere ho.nTo.n me.n sansanaatii hai.n
Jan Nisar Akhtar
Nazm
ek zan-e-KHana-ba-dosh
sansanaatii hai.n darindo.n kii ha.nsii
aur daa.nto.n me.n kasak hotii hai
Fahmida Riaz
Nazm
raat shahr aur uske bachche
sansanaatii raushnii havaa.o.n kii phisaltii
god me.n chup
Shamsur Rahman Faruqi
Nazm
ism-e-ab
aur mai.n apne talvo.n se nikaltii sansanaatii riit kii sargoshiyaa.n
mahsuus kartaa huu.n
Saleem Kausar
Nazm
nek-dil laDkiyo
aur phir narm ho.nTo.n kii hiddat se
jab chhaatiyo.n me.n havaa sansanaatii suno
Abbas Athar
Nazm
zinda rahne ka ism-e-azam
sansanaatii hu.ii KHaamushii zaad-e-raah
Gam-zada udhar mire ham-safar
Ejaz Rahi
Nazm
zinda aadmi se kalam
kabhii shaam kii sansanaatii havaa me.n
ThiThurtii KHamoshii kii sahmii sadaa sun ke
Abrar Ahmad
Nazm
shor thamne ke baad
lekin ye sansanaatii vus.at
itnii be-harf o be-muravvat
Shamsur Rahman Faruqi
Nazm
apne shahr mein fasad
daur me.n aur paas me.n bhii zoro.n ke dhamaake hote hai.n
goliyaa.n taaba.D-to.D sansanaatii hai.n
Akhtar Yusuf
Nazm
abr-o-baad
ye baadalo.n kaa tanaffus ye sard sard havaa
ye sansanaatii havaa.e.n ye bolte hu.e saaz
Manzoor Husain shor
Nazm
dilli 25 june 1975
pal hii pal me.n ye saaraa tamaashaa hu.aa
shahr ke paa.nv me.n sansanaatii hu.ii
Kumar Pashi
Nazm
ai mere KHwab
sansanaatii hu.ii tanhaa.ii me.n ghir jaa.e.nge
un ko darpesh hai ab hijr kaa thal