SEARCH RESULTS
Showing search results for "سپرد"
Nazm MATCHES FOR "سپرد"
Nazm
muhasara
sabhii duriida-dahan ab badan-dariida hu.e
supurd-e-daar-o-rasan saare sar-kashiida hu.e
Ahmad Faraz
Nazm
hinDola
mujh aise kitne hii gumnaam bachche khele hai.n
isii zamii.n se isii me.n supurd-e-KHaak hu.e
Firaq Gorakhpuri
Nazm
udas sham ki ek nazm
to ye to hotaa hai ye to hogaa
ham apne jazbo.n ko munjamid raa.egaa.niyo.n ke supurd kar ke
Noshi Gilani
Nazm
waqt munsif hai
ki merii buu.Dhii aziim maa.n ne javaan beTo.n ko haadso.n ke
supurd kar ke du.aa.e.n maa.ngii.n
Saleem Kausar
Nazm
mufahamat
KHushiyo.n kaa zikr nahii.n karte jo kab kii supurd-e-KHaak hu.ii.n
bas dono.n TuuTte rahte hai.n
Akhtarul Iman
Nazm
zamir
mai.n ne ismat ke sanam KHaano.n ko mismaar kiyaa
apnii bahno.n ko supurd-e-sar-e-baazaar kiyaa
Wamiq Jaunpuri
Nazm
dar-o-rasan
ba-ra.ng-e-tiir-e-shahaab aag me.n jale laakho.n
sipurd daar-o-rasan ho ga.e gale laakho.n
Mohammad Ali Tishna
Nazm
ye kis ki sazish hai
kaliid-e-daanish sipurd kii hai
aduu-e-insaaniyat ko kin chiira-dastiyo.n ne
Sajida Zaidi
Nazm
meri maut ke masiha!
mai.n ne KHaamoshiyaa.n lafzo.n ke supurd kii.n
zabaan ke lafz badle
Ejaaz Ahamd
Nazm
hamein kaha jaega
hamaare supurd kar de.n
apnii zamiin aur aasmaan girvii rakh de.n