SEARCH RESULTS
Showing search results for "صاحب_کردار"
Nazm MATCHES FOR "صاحب_کردار"
Nazm
nama-e-jaanan
sar-e-darbaar sitaada hai.n bayaaze.n le kar
vo jo kuchh dost kabhii saahab-e-kirdaar lage
Ahmad Faraz
Nazm
man
vo parvarish hii nahii.n kartii apne bachcho.n kii
unhe.n vo saahib-e-kirdaar bhii banaatii hai
Maqsood Ahmad Maqsood
Nazm
guru-nanak
granthii raag sun kar aadmii bedaar hotaa hai
zamaane kii nazar me.n saahab-e-kirdaar hotaa hai
Shatir Hakeemi
Nazm
eid
agar hai.n saahab-e-kirdaar to zabaa.n khole.n
agar hai.n saahab-e-iimaa.n to phir vo sach bole.n
Shifa Kajgavnwi
Nazm
dhuan
vo qahva-KHaane me.n aayaa
aur hamaarii mez ke kinaare bin puuchhe hii baiTh gayaa
Salam Machhli shahri
Nazm
hubb-e-watan
jo saahib-e-fan mulk ko kartaa nahii.n bedaar
madquuq hai fan us kaa vo fankaar hai bekaar
Ameer Chand Bahar
Nazm
gurunanak
ai band-e-haq-go tirii guftaar ke sadqe
ai saahab-e-iimaa.n tire kirdaar ke sadqe
Arsh Malsiyani
Nazm
trahdar kahan se laun
jhuuT kii garmii-e-baazaar kahaa.n se laa.uu.n
raqs-e-be-ma.anii kii jhankaar kahaa.n se laa.uu.n
Bebak Bhojpuri
Nazm
ram
aa.iina-e-KHuluus-o-mohabbat yahaa.n the raam
amn aur shaa.ntii kii zamaanat yahaa.n the raam
Rahbar Jaunpuri
Nazm
jawab-e-shikwa
dil se jo baat nikaltii hai asar rakhtii hai
par nahii.n taaqat-e-parvaaz magar rakhtii hai
Allama Iqbal
Nazm
naqsh bar-diwar
mataa-e-dard ko saahab shu.uur kho baiThe
sabaat-e-azm ko mard-e-Guyuur kho baiThe
Bebak Bhojpuri
Nazm
bewa ki jawani
bechaarii ke aaraam kii suurat hii kahaa.n hai
beva kii javaanii bhii ajab aafat-e-jaa.n hai
Davarka Das Shola
Nazm
mir-anis
manzar-o-marsiya-o-razm-o-saraapaa kyaa kyaa
na likhaa miir-aniis aap ne tanhaa kyaa kyaa