SEARCH RESULTS
Showing search results for "صنعت"
Nazm MATCHES FOR "صنعت"
Nazm
east india company ke farzandon se KHitab
san.at-e-hindostaa.n par maut thii chhaa.ii hu.ii
maut bhii kaisii tumhaare haat kii laa.ii hu.ii
Josh Malihabadi
Nazm
tarah-e-nau
sehn-e-jahaa.n me.n raqs-kunaa.n hai.n tabaahiyaa.n
aaqaa-e-hast-o-buud kii san.at-garii kii KHair
Sahir Ludhianvi
Nazm
hama-ust
mujhe ruus ke chiida san.at-garo.n ke
na.e kaarnaamo.n kii ik umar se tishnagii thii!
Noon Meem Rashid
Nazm
shair
قوم گويا جسم ہے ، افراد ہيں اعضائے قوم
منزل صنعت کے رہ پيما ہيں دست و پائے قوم
Allama Iqbal
Nazm
zarurat-e-ittihad
na hii san.at na ab tijaarat hai
saarii aasuudgii vo Gaarat hai
Ahmaq Phaphoondvi
Nazm
mehnati log
jaagegii mere fan se taqdiir is vatan kii
chaltii rahe.n mashiine.n san.at tamaam chamke
Rais Farogh
Nazm
aasifuddaula ka imambaada lucknow
aasafuddaula-e-marhuum kii ta.amiir-e-kuhan
jis kii san.at kaa nahii.n safha-e-hastii pe javaab
Chakbast Braj Narayan
Nazm
korana angrez-parasti
na ko.ii alam na san.at na kuchh hunar na kamaal
tamaam qaum ke sar par savaar hai adbaar
Ismail Merathi
Nazm
ye dharti KHub-surat hai
KHudaa fankaar hai vo bhii yaqiinan chaahtaa hogaa
ki dekhe us kii san.at se kise kitnii mohabbat hai
Salam Machhli shahri
Nazm
tanhai mujhe dekhti hai
merii khopa.Dii kii pusht se baahar nikaltaa hai
mirii tanhaa.ii san.at-kaar hai
Waheed Ahmad
Nazm
hamari zaban
jaaduu-nigaarii shevaa-bayaanii
san.at-taraazii gauhar-fishaanii
Mohammad Shafiuddin Nayyar
Nazm
nauha
mubaarak ho shuuraa kii san.at-garii ko
mashaqqat se biijo.n ko tayyaar kar ke