SEARCH RESULTS
Showing search results for "فراہم"
Nazm MATCHES FOR "فراہم"
Nazm
guru-nanak dev ji
abad kaa nuur faraaham kiyaa sahar ke liye
diyaa payaam bahaaro.n kaa dasht-o-dar ke liye
Darshan Singh
Nazm
hath khol diye jaen
mai.n apnii dhajjiyo.n ko sameT luu.n
apne bachcho.n ko aaKHirii baar Gizaa faraaham kar duu.n
Azra Abbas
Nazm
duniya mein koi kisi se mohabbat nahin karta
ki vo tumhaare liye sahuuliyaat faraaham kartii hai.n
aur mujhe
Javed Nadeem
Nazm
mehman-dari
karnaa hai jo saamaan-e-ziyaafat ko faraaham
aa aa ke mire kaan me.n kuchh kahtii hai.n begam
Ali Manzoor Hyderabadi
Nazm
ek khel
simTaa hu.aa maidaan nahii.n faraaham kar saktaa vo faasla
jo mashshaaqii se tai kiyaa jaa.e
Ahmad Javaid
Nazm
KHwab-farosh
rabt-e-baaham ke na asbaab faraaham ho.nge
mutma.in KHud se kahii.n tum na kahii.n ham ho.nge
Razi Raziuddin
Nazm
KHayal rakhna
ki mai.n ne is dukh kii parvarish hai.n
lahuu kaa luqma, badan kaa ii.ndhan kiyaa faraaham
Najeeb Ahmad
Nazm
insaf
mai.n ne kuchh bolne kii koshish kii to
mujhe ik kaTahraa faraaham kar diyaa gayaa