SEARCH RESULTS
Showing search results for "فصل_گل"
Nazm MATCHES FOR "فصل_گل"
Nazm
bahaar
fasl-e-gul aa.ii chalii.n ThanDii havaa.e.n dil-fazaa
gosha gosha ban gayaa hai baaG kaa jannat-numaa
Saqib Kanpuri
Nazm
night school
fasl-e-gul mahkii hai phir Guncha-dahan khultaa hai
shaam Dhalne lagii aur shab kaa badan khultaa hai
Ishrat moin Seemaa
Nazm
tumhaari yaad
dopahar ho ki nuur kaa ta.Dkaa
fasl-e-gul ho ki daur patjha.D kaa
Rajendra Nath Rahbar
Nazm
la-ilaha-illallah
ye naGma fasl-e-gul-o-laala kaa nahii.n paaband
bahaar ho ki KHizaa.n laa-ilaaha-illallaah
Allama Iqbal
Nazm
raushni ka charagh
kyaa isii fasl-e-gul kaa saudaa thaa
KHaak aur KHuu.n ugal rahii hai.n rute.n
Anjum Azmi
Nazm
daraKHton ka silsila
ye chatiyal zamiine.n sunaa hai ki banjar nahii.n hai.n
ye fasl-e-gul kaa
Balraj Komal
Nazm
tin aawazen
fasl-e-gul aa.egii namruud ke a.ngaar liye
ab na barsaat me.n barsegii guhar kii barkhaa
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
sham-e-ayaadat
nikalte baiThte dino.n kii aahaTe.n nigaah me.n
rasiile ho.nT fasl-e-gul kii daastaa.n liye hu.e
Firaq Gorakhpuri
Nazm
self made logon ka alamiya
asl jo ibaarat ho pas navisht ho jaa.e
fasl-e-gul ke aaKHir me.n phuul un ke khulte hai.n
Amjad Islam Amjad
Nazm
suraj ki pahli kiran
ki dil abhii miraa nahii.n
nazar me.n hai vo fasl-e-gul jo ab talak nahii.n khilii
Amjad Islam Amjad
Nazm
guftugu jo hoti hai sal-e-nau se ambar ki
dahshato.n kii laasho.n par amn kii ridaa Daale.n
aur KHizaa.n ke mausam ko fasl-e-gul banaa Daale.n