SEARCH RESULTS
Showing search results for "فگن"
Nazm MATCHES FOR "فگن"
Nazm
lucknow
tole hu.e hai teG-o-sinaa.n husn-e-be-naqaab
naavak-fagan hai jalva-e-pinhaan-e-lucknow
Asrarul Haq Majaz
Nazm
main aur tu
نہ ستيزہ گاہ جہاں نئي نہ حريف پنجہ فگن نئے
وہي فطرت اسد اللہي وہي مرحبي، وہي عنتري
Allama Iqbal
Nazm
dagh
ہوبہو کھينچے گا ليکن عشق کي تصوير کون ؟
اٹھ گيا ناوک فگن، مارے گا دل پر تير کون ؟
Allama Iqbal
Nazm
tez chalo
KHizaa.n kii shaam kahaa.n tak rahegii saaya-fagan
bahut qariib hai sub.h-e-bahaar tez chalo
Habib Jalib
Nazm
jaras-e-gul ki sada
ham ki rummaaz-e-rumuuz-e-Gam-e-pinhaanii hai.n
apnii gardan pe bhii hai rishta-fagan KHaatir-e-dost
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
tel ke saudagar
ka.ii din se rahzan hai.n KHema-fagan
tel ke buu.Dhe sauda-garo.n ke libaade pahan kar
Noon Meem Rashid
Nazm
maut
mumTiyo.n par ek gahrii KHaamushii saaya-fagan
re.ng kar chaltii havaa kii bhii sadaa aatii nahii.n
Muneer Niyazi
Nazm
adl-e-jahangiri
qasr-e-shaahii me.n ki mumkin nahii.n Gairo.n kaa guzar
ek din nuur-jahaa.n baam pe thii jalva-figan
Shibli Nomani
Nazm
parwin-shakir
lipTii hu.ii KHaak kii hai KHushbuu
aur saaya-fagan sahaab-e-rahmat
Ali Sardar Jafri
Nazm
madam
zau-fagan ruu-e-hasii.n par shab-e-mahtaab-e-shabaab
chashm-e-maKHmuur nashaat-e-shab-e-mahtaab liye
Asrarul Haq Majaz
Nazm
watan-ashob
raqs-e-tarab kidhar gayaa naGma-taraaz kyaa hu.e
Gamza-o-naaz kyaa hu.e ishva o fan ko kyaa hu.aa
Asrarul Haq Majaz
Nazm
abstract art
ek tasviir ko dekhaa jo kamaal-e-fan thii
bhai.ns ke jism par ik uu.nT kii sii gardan thii
Syed Mohammad Jafri
Nazm
Cleopatra
ek bahr-e-be-karaa.n kii jhilmilaatii sat.h par
zau-fagan afsaana-haa-e-ra.ng-o-nuur
Akhtarul Iman
Nazm
barsat ki sham
kaam sone kaa banaa hai gumbad-e-aflaak par
zau-fagan hotaa hai aalam is kaa farsh-e-KHaak par
Bismil Allahabadi
Nazm
qaumi tarana
terii mastaana havaa.o.n me.n javaanii zau-fagan
zarre zarre se numaayaa.n tuur kaa saa baa.nkpan