SEARCH RESULTS
Showing search results for "قول_و_قرار"
Nazm MATCHES FOR "قول_و_قرار"
Nazm
shikast-e-wafa
zindagii bhar nibaah ke va.ade
umr bhar kii vafaa ke qaul-o-qaraar
Zafar Ahmad Siddiqi
Nazm
hawa aur suraj ka muqabla
ho ga.e aapas me.n tai qaul-o-qaraar
jo labaada le musaafir kaa utaar
Ismail Merathi
Nazm
hindu musalmanon ka ittihad
kar luu.n yagaangat ke qaul-o-qaraar dono.n
haa.n chho.D do ye ranjish ban jaa.o yaar dono.n
Chandar Bhan Kaifi Dehelvi
Nazm
aamad-e-sal-e-nau aur bad-nasib hindi
girgiT kii tarah rang badaltaa hai dam-ba-dam
kyaa e'tibaar Gair ke qaul-o-qaraar kaa
Aaftab Rais Panipati
Nazm
hamein insan hone par nadamat hai
darinde apne qaul-o-fe.al pe naadim nahii.n hote
mai.n apne ham-nasab afraad ke qaul-o-amal se
Muntazir Qaimi
Nazm
hindostani leader
tere qaul-o-fe.al me.n taasiir honii chaahiye
ya.anii tere haath me.n shamshiir honii chaahiye
Shatir Hakeemi
Nazm
maulana mohammad ali jauhar
mujaahidiin-e-vatan me.n shumaar un kaa hai
har ek qaul-o-amal yaadgaar un kaa hai
Syeda Farhat
Nazm
sasti nazm
unhe.n dekh kar phir palaT jaa.uu.n kyaa
apne aqdaar se qaul-o-iqraar se piichhe haT jaa.uu.n kyaa
Injeel Saheefa
Nazm
dur is duniya se
ik jahaa.n jis me.n miraa qaul-o-amal ho mo'atabar
har qadam par ho.n na jis me.n imtihaa.n mere liye
Jaleel Qidwai
Nazm
gandhi
ik faqiir-e-be-navaa iisaar jis kii zindagii
jis ke har qaul-o-amal me.n amn kaa paiGaam thaa
Sahir Hoshiyarpuri
Nazm
ek raat aaegi
miraa sukuu.n miraa sabr-o-qaraar chhiin liyaa
mire nasiib kii bargashtagii ko kyaa kahiye
Nazm
ramaen ka ek sin
sadma ye shaaq aalam-e-piirii me.n hai zaruur
lekin na dil se kiijiye sabr-o-qaraar duur
Chakbast Braj Narayan
Nazm
aah-e-na-tamam
yaad aataa thaa ko.ii rah rah ke mujh ko baar-baar
ho rahe the jis se ruKHsat hijr me.n sabr-o-qaraar
Shahid Sagri
Nazm
hindostan
tuufaan kaa nadiim tabaahii kaa yaar huu.n
baaGii huu.n aur dushman-e-sabr-o-qaraar huu.n
Shatir Hakeemi
Nazm
shahr-e-arzu
vafaa-e-vaada-o-qaul-o-qasam kaa zikr karo
har ek aabla-paa aur sar-e-junuu.n-pesha