SEARCH RESULTS
Showing search results for "لحن"
Nazm MATCHES FOR "لحن"
Nazm
inqalab
mujh ko tere lahn-e-daa.uudii se kab inkaar hai
bazm-e-hastii kaa magar kyaa rang hai ye bhii to dekh
Asrarul Haq Majaz
Nazm
bhaarat ke musalman
ye lahn ho phir hind kii duniyaa me.n ho afshaa.n
bhaarat ke musalmaa.n
Jagan Nath Azad
Nazm
aaj ki duniya
har har shikast-e-saaz me.n hai lahn-e-sarmadii
yaa zindagii ke giit ajal gaa rahii hai aaj
Firaq Gorakhpuri
Nazm
guru-nanak dev ji
tire kalaam me.n gautam kaa nuur-e-daanaa.ii
tire taraane me.n murlii kaa lahn-e-yaktaa.ii
Darshan Singh
Nazm
mere zaKHmi honT
is se pahle ki ye ho jaa.e, mire zaKHmii ho.nT
mai.n ye chaahuu.ngaa ki be-lahn-o-sadaa ho jaa.e.n
Mustafa Zaidi
Nazm
didani
qaazi-e-shahr kaa maathaa chuumo
jis ke qalam me.n zahr-e-halaahal jis ke suKHan me.n lahn-e-halaahal
Mustafa Zaidi
Nazm
faqat harf-e-tamanna kya hai
us kaa aaha.ng-e-suKHan munfarid lahn-e-kalaam
zamzame phuuTte the jis se shaguufo.n kii tarah
Aslam Ansari
Nazm
pas-e-taqrib-e-mulaqat
mutarannim se rahe.nge ye havaa ke goshe
jin me.n Galtiida hai ab lahn-e-takallum teraa
Abdul Ahad Saaz
Nazm
23-march azan-e-subh-e-niyaz
ufuq raushnii ke manzar sa.nvar ga.e the
bahaar-e-aasaar-e-lahn kyaa thaa
Ashraf Javed
Nazm
shahr ki galiyan charaghon se bhar gain
aur apne KHuubsuurat lahn kii sii.Dhii lagaa kar
dilo.n me.n utar gayaa
Jawaz Jafri
Nazm
suKHan darmanda hai
muqaabil lauh-e-mazmuun-e-tasallii bhii hai
lahn-e-KHud-girafta bhii