SEARCH RESULTS
Showing search results for "لگن"
Nazm MATCHES FOR "لگن"
Nazm
subh-e-azadi (August-47)
pukaartii rahii.n baahe.n badan bulaate rahe
bahut aziiz thii lekin ruKH-e-sahar kii lagan
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
do ishq
har sub.h kii lau tiir sii siine me.n lagii hai
tanhaa.ii me.n kyaa kyaa na tujhe yaad kiyaa hai
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
intisab
vo ma.asuum jo bhole-pan me.n
vahaa.n apne nanhe charaaGo.n me.n lau kii lagan
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
roTiyan
bhuuke Gariib dil kii KHudaa se lagan na ho
sach hai kahaa kasii ne ki bhuuke bhajan na ho
Nazeer Akbarabadi
Nazm
hubb-e-watan
tum mirii dil-lagii ke saamaa.n the
tum mire dard-e-dil ke darmaa.n the
Altaf Hussain Hali
Nazm
an-kahi
jaane kyuu.n tujh se dil-e-zaar ko itnii hai lagan
kaisii kaisii na tamannaa.o.n kii tamhiid hai tuu
Himayat Ali Shayar
Nazm
falastini shohda jo pardes mein kaam aae
terii tazliil ke daaGo.n kii jalan dil me.n liye
terii hurmat ke charaaGo.n kii lagan dil me.n liye
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
bhali si ek shakl thi
na ye ki vo chale to kahkashaa.n sii rahguzar lage
magar vo saath ho to phir bhalaa bhalaa safar lage
Ahmad Faraz
Nazm
mahatma-gandhi
lagan use hai ki sab maalik-e-vatan ho jaa.e.n
qafas se chhuuT ke ziinat-dah-e-chaman ho jaa.e.n
Bismil Allahabadi
Nazm
khanDar
yak-ba-yak duur bahut duur bahut duur kahii.n
terii paazeb chhanakne kii sadaa aane lagii
Kafeel Aazar Amrohvi
Nazm
hama-ust
''ki uu.nTo.n kii saudaa-garii kii lagan ho
to ghar un ke qaabil banaa.o
Noon Meem Rashid
Nazm
zakir-husain
ahl-e-islaam se lenaa hai ibaadat kaa jalaal
aur issaa.iyo.n se sabr lagan aur istiqlaal