SEARCH RESULTS
Showing search results for "مساجد"
Nazm MATCHES FOR "مساجد"
Nazm
jawab-e-shikwa
jaa ke hote hai.n masaajid me.n saf-aaraa to Gariib
zahmat-e-roza jo karte hai.n gavaaraa to Gariib
Allama Iqbal
Nazm
sarhaden
vo ariine vo masaajid vo kaliisaa vo mahal
aur vo log jo har naqsh se afzal-tar hai.n
Ahmad Faraz
Nazm
surKH sitara
dev-e-zulmaat kii Thokar se na paa.e.nge panaah
ye shivaale, ye masaajid, ye pujaarii, ye sanam
Amir Usmani
Nazm
musafir
jo KHasta-haal masaajid ke gumbado.n me.n mile
marii thakii hu.ii KHvaabiidgii se naalaa.n the
Mustafa Zaidi
Nazm
guftugu jo hoti hai sal-e-nau se ambar ki
mandir-o-masaajid sab amn ke ho.n gahvaare
KHvaab 'aliinaa' insaa.n ke ho.n kabhii na banjaare
Aleena Itrat
Nazm
mera watan
masaajid aur miinaare hai.n raushan
jahaa.n ke but-kade saare hai.n raushan
Rahbar Jaunpuri
Nazm
ulma-e-zindani
masaajid kii hifaazat ke liye police kii haajat hai
KHudaa ko aap ne mashkuur farmaayaa inaayat hai
Shibli Nomani
Nazm
shahr-e-viran ke aaseb ka sae
namak-paash chehro.n ne Tisve bahaa.e
masaajid madaaris me.n taariiKH-naamo.n ke pahre biThaa.e
Komal Raja
Nazm
subh ka saman
vo masaajid kii azaa.n dil sab ke ta.Dpaane lagii
but-kade me.n phir mohabbat dil ko garmaane lagii
Chaudhary Kalka Prashad Ijad Biswani
Nazm
aadmi-nama
masjid bhii aadmii ne banaa.ii hai yaa.n miyaa.n
bante hai.n aadmii hii imaam aur KHutba-KHvaa.n
Nazeer Akbarabadi
Nazm
masjid-e-qurtuba
silsila-e-roz-o-shab naqsh-gar-e-haadsaat
silsila-e-roz-o-shab asl-e-hayaat-o-mamaat
Allama Iqbal
Nazm
o des se aane wale bata
naaquus kii aavaaz aatii hai
kyaa ab bhii muqaddas masjid par