SEARCH RESULTS
Showing search results for "مقبول"
Nazm MATCHES FOR "مقبول"
Nazm
madh
har lahza madad-gaar ho tadbiir kii taqdiir
har baat ho maqbuul, har ik bol ho baalaa
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
id mubarak ho
roze ho.n maqbuul du.aa kii saa.at hai
lo jii khaa.o paan iid mubaarak ho
Ataur Rahman Tariq
Nazm
pul-siraat
jo baargaah-e-KHudaa me.n maqbuul ho ke saaya kiye hu.e hai
yahaa.n kii khi.Dkii yahaa.n ke rauzan
Zehra Nigaah
Nazm
urdu zaban
maqbuul-e-aam bhii hai ye har-dil-aziiz bhii
sach baat to ye hai ki ye sab kii zabaan hai
Habeeb Ahmad Anjum Datiavi
Nazm
telewision
ik Daraama nashr hotaa hai jo aadhii raat me.n
vo bahut maqbuul hai is ahd ke jinnaat me.n
Khalid Irfan
Nazm
dal badli
ho rahaa hai is qadar maqbuul ye nusKHa ki ab
dil badalte rahte hai.n din raat arbaab-e-suKHan
Raza Naqvi Vahi
Nazm
mere baad
zindagii me.n to sila mai.n ne na paayaa hargiz
kaam sab mere ho.n maqbuul-e-KHudaa mere baad
Sughra Humaun Mirza
Nazm
nazr-e-iqbaal
maqbuul thaa hind-o-paak me.n vo yaksaa.n
taraana-e-hind kaa vo KHaaliq
Firoza Yasmeen
Nazm
kanTon se pyar ho jae
miraa chaman hai ki har rang me.n mujhe maqbuul
ye laala-zaar ho yaa KHaar-zaar ho jaa.e
Ram Lal Varma Hindi
Nazm
machchhar se jang
sunaa.uu.n mai.n apnii shujaa.at kaa qissa
dilerii kaa qissa himaaqat kaa qissa
Maqbool Ahmad Dehlvi
Nazm
jawahar-lal
bharii thii zaat me.n us kii ba.Dii ba.Dii taasiir
qubuul baat hu.ii us kii KHud hu.aa maqbuul
Arsh Malsiyani
Nazm
main tere hijr ka saim
tavaaf-e-yaad me.n mashGuul huu.n kab se
ye merii bandagii maqbuul ho jaa.e
Sheeraz Sagar
Nazm
tamiri taKHrib
saadgii ruKH par kahaa.n zauq-e-nazar kii bhuul hai
ye vo tevar hai ki har andaaz me.n maqbuul hai
Nakhshab Jaarchawi
Nazm
zindagi
zindagii azal se saare paaniyo.n ko ubuur kartii hu.ii
phir ek sangam par aa Thahrii hai