SEARCH RESULTS
Showing search results for "موجودہ"
Nazm MATCHES FOR "موجودہ"
Nazm
nai tahzib
ye maujuuda tariiqe raahi-e-mulk-e-adam ho.nge
na.ii tahziib hogii aur na.e saamaa.n baham ho.nge
Akbar Allahabadi
Nazm
mir
kaarvaan-e-rafta ko thaa terii yaktaa.ii pe naaz
asr-e-maujuuda ne bhii maanaa hai teraa imtiyaaz
Mirza Mohammad Hadi Aziz Lakhnavi
Nazm
sargoshi
ma.aal-e-ahd-e-vafaa hai firaaq-e-diida-o-dil
naqiib-e-daur-e-guzishta hai daur-e-maujuuda
Ahmad Rahi
Nazm
jawab-e-shikwa
tum me.n huuro.n kaa ko.ii chaahne vaalaa hii nahii.n
jalva-e-tuur to maujuud hai muusaa hii nahii.n
Allama Iqbal
Nazm
mauzu-e-suKHan
gul hu.ii jaatii hai afsurda sulagtii hu.ii shaam
Dhul ke niklegii abhii chashma-e-mahtaab se raat
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
urdu ka janaza hai zara dhum se nikle
vo mard-e-KHudaa ham me.n na.ii ruuh to bhar de
vo ruuh ki maujuud na maa'duum se nikle
Rais Amrohvi
Nazm
hinDola
shuruu.a hii se the maujuud aab-o-taab ke saath
mire mizaaj me.n pinhaa.n thii ek jadaliyyat
Firaq Gorakhpuri
Nazm
KHud-kalami
kyaa zaruurii hai safar me.n kahii.n saaya bhii mile
kyaa zaruurii hai tabassum yuu.nhii maujuud rahe