SEARCH RESULTS
Showing search results for "مہتاب"
Nazm MATCHES FOR "مہتاب"
Nazm
raqib se!
tujh pe barsaa hai usii baam se mahtaab kaa nuur
jis me.n biitii hu.ii raato.n kii kasak baaqii hai
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
mere hamdam mere dost!
aamad-e-sub.h ke, mahtaab ke, sayyaaro.n ke giit
tujh se mai.n husn-o-mohabbat kii hikaayaat kahuu.n
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
is waqt to yun lagta hai
is vaqt to yuu.n lagtaa hai ab kuchh bhii nahii.n hai
mahtaab na suuraj, na a.ndheraa na saveraa
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
etiraf
bint-e-mahtaab ho garduu.n se utar aa.ii ho
mujh se milne me.n ab andesha-e-rusvaa.ii hai
Asrarul Haq Majaz
Nazm
hasan kuza-gar (1)
me.n dekhii hai vo taabnaakii
ki jis se mere jism o jaa.n abr o mahtaab kaa
Noon Meem Rashid
Nazm
heart-attack
pattaa pattaa mire afsurda lahuu me.n dhul kar
husn-e-mahtaab se aazurda nazar aane lagaa
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
mauzu-e-suKHan
gul hu.ii jaatii hai afsurda sulagtii hu.ii shaam
Dhul ke niklegii abhii chashma-e-mahtaab se raat
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
26 january
sahraa-e-tiirgii me.n bhaTaktii hai zindagii
ubhre the jo ufuq pe vo mahtaab kyaa hu.e
Sahir Ludhianvi
Nazm
walida marhuma ki yaad mein
zindagaanii thii tirii mahtaab se taabinda-tar
KHuub-tar thaa sub.h ke taare se bhii teraa safar
Allama Iqbal
Nazm
tum nahin aae the jab
tum nahii.n aa.e the jab tab bhii to tum aa.e the
raat ke siine me.n mahtaab ke KHanjar kii tarah
Ali Sardar Jafri
Nazm
ai ishq kahin le chal
taaro.n kii tarah raushan mahtaab-numaa diyaa
jannat kii tarah ra.ngii.n shaadaab-numaa duniyaa