SEARCH RESULTS
Showing search results for "نازنین"
Nazm MATCHES FOR "نازنین"
Nazm
badnam ho raha hun
bastii kii la.Dkiyo.n me.n badnaam ho rahaa huu.n
goyaa hame.n hasad se kuchh naazniin nigaahe.n
Akhtar Shirani
Nazm
ganga
o paak naazniin o phuulo.n ke gahne vaalii
sarsabz vaadiyo.n ke daaman me.n bahne vaalii
Suroor Jahanabadi
Nazm
parchhaiyan
hasiin phuul hasii.n patiyaa.n hasii.n shaaKHe.n
lachak rahii hai.n kisii jism-e-naaznii.n kii tarah
Sahir Ludhianvi
Nazm
aaKHiri KHat
aur had se guzar jaa.egaa andoh-e-nihaanii
thak jaa.e.ngii tarsii hu.ii naakaam nigaahe.n
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
mere git
Gariibo.n mufliso.n ko be-kaso.n ko be-sahaaro.n ko
sisaktii naazniino.n ko ta.Dapte nau-javaano.n ko
Sahir Ludhianvi
Nazm
baz-amad --- ek muntaj
guu.ndnii bojh se apne hii jhukii pa.Dtii hai
naaznii.n jaise hai ko.ii ye bharii mahfil me.n
Akhtarul Iman
Nazm
tum ye kahte ho ab koi chaara nahin
ab na aa.egii kyaa? ab khulegaa na kyaa
us kaf-e-naaznii.n par ko.ii laala-zaar?
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
raat aur rail
naunihaalo.n ko sunaatii miiThii miiThii loriyaa.n
naazniino.n ko sunahre KHvaab dikhlaatii hu.ii
Asrarul Haq Majaz
Nazm
sham-e-ayaadat
za-farq taa-qadam tamaam chehra jism-e-naaznii.n
latiif jagmagaahaTo.n kaa kaarvaa.n liye hu.e
Firaq Gorakhpuri
Nazm
dilli se wapsi
mahfil-e-saaqii salaamat bazm-e-anjum barqaraar
naazniinaan-e-haram par rahmat-e-parvardigaar