SEARCH RESULTS
Showing search results for "نزول"
Nazm MATCHES FOR "نزول"
Nazm
parchhaiyan
siyaahiyo.n kaa dabe-paa.nv aasmaa.n se nuzuul
laTo.n ko khol de jis tarah shaam kii devii
Firaq Gorakhpuri
Nazm
main nahin to kya
mire baGair bhii dekhaa hai zulmato.n kaa nuzuul
mire na hone se ummiid kaa ziyaa.n kyuu.n ho
Sahir Ludhianvi
Nazm
ahd-e-saza
nuzuul-e-habs hu.aa hai falak se ai 'jaalib'
ghuTaa ghuTaa hii sahii dam ghaTaa kii baat na kar
Habib Jalib
Nazm
ittifaqat
tere mizhgaa.n ke tale nii.nd kii shabnam kaa nuzuul
jis se Dhal jaane ko hai Gaaza tiraa
Noon Meem Rashid
Nazm
zaifa
larza-bar-andaam hai sehn-e-zamii.n kaa arz-o-tuul
ho rahaa hai KHaak par naapaak ruuho.n kaa nuzuul
Josh Malihabadi
Nazm
ajib hai ye silsila
murdanii kii raakh kaa nuzuul hai
kahaa.n hai tuu kahaa.n hai tuu
Wazir Agha
Nazm
mawara
arsh se farsh pe kartaa hai nuzuul
aur usii lamha vo bad-baKHt vo martaazi-e-tasbiih-o-ruku-o-sajda
Waheed Akhtar
Nazm
tark-e-wada ki tark-e-KHwab tha wo
ko.ii taqsiim-e-kaar-e-mahr-o-nujuum
yaa hisaab-e-shab-e-nuzuul ko.ii
Akhtar Husain Jafri
Nazm
jawahar-lal
usii se taaza hu.ii rasm-e-nekii-o-KHuubii
usii ke dam se vatan par thaa rahmato.n kaa nuzuul