SEARCH RESULTS
Showing search results for "نسبت_غم"
Nazm MATCHES FOR "نسبت_غم"
Nazm
mashwara
mujhe ye Dar hai kisii aaftaab kii garmii
tirii nazar ke hazaar aa.ino.n ko to.D na de
Zehra Nigaah
Nazm
kaghaz ke phul
phuul kaaGaz ke hai.n KHushbuu se bahut duur hai.n ye
merii maa.n to unhe.n be-kaar chunaa kartii hai
Fareed Ishrati
Nazm
husn-e-amal
aa.o apne dil me.n dard-e-laa-davaa paidaa kare.n
shiddat-e-Gam me.n masarrat kaa mazaa paidaa kare.n
Mansha ur Rahman Khan Mansha
Nazm
azmat-e-adam
ham tumhe.n qatl hii kar de.nge magar aaj kii raat
mat kaho beTii bahuu aur bahan
Abdul Majeed Bhatti
Nazm
shauq-e-gurezan
dair o ka.aba kaa mai.n nahii.n qaa.el
dair o ka.aba ko aastaa.n na banaa
Asrarul Haq Majaz
Nazm
an-kahi
tujh ko ma.aluum nahii.n tujh ko bhalaa kyaa ma.aluum
tere chehre ke ye saada se achhuute se nuquush
Himayat Ali Shayar
Nazm
be-nang-o-nam
raat Dhalte hii ik aavaaz chalii aatii hai
bhuul bhii jaa.o ki mai.n ne tumhe.n chaahaa kab thaa
Shaz Tamkanat
Nazm
mera watan
dil-rubaa laala ho fazaa terii
mujh ko bhaa.ii na ik adaa terii
Meer Syed Nazeer Husain Nashad
Nazm
jawab-e-shikwa
dil se jo baat nikaltii hai asar rakhtii hai
par nahii.n taaqat-e-parvaaz magar rakhtii hai
Allama Iqbal
Nazm
fath ka gham
avvalii.n shahr kii tasKHiir me.n pahluu the bahut
ra.nj ke KHauf ke hairat ke shakebaa.ii ke