SEARCH RESULTS
Showing search results for "نیم"
Nazm MATCHES FOR "نیم"
Nazm
kabhi kabhi
kabhii kabhii mire dil me.n KHayaal aataa hai
ki zindagii tirii zulfo.n kii narm chhaa.nv me.n
Sahir Ludhianvi
Nazm
itna malum hai!
apne bistar pe bahut der se mai.n niim-daraaz
sochtii thii ki vo is vaqt kahaa.n par hogaa
Parveen Shakir
Nazm
hum jo tarik rahon mein mare gae
tere haato.n kii sham.o.n kii hasrat me.n ham
niim-taariik raaho.n me.n maare ga.e
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
muhasara
ki raat jab kisii KHurshiid ko shahiid kare
to sub.h ik nayaa suuraj taraash laatii hai
Ahmad Faraz
Nazm
kitaben
niim sajde me.n pa.Dhaa karte the chhuute the jabii.n se
vo saaraa ilm to miltaa rahegaa aa.inda bhii
Gulzar
Nazm
tariq ki dua
jinhe.n tuu ne baKHshaa hai zauq-e-KHudaa.ii
do-niim un kii Thokar se sahraa o dariyaa
Allama Iqbal
Nazm
chakle
ta.affun se pur niim-raushan ye galiyaa.n
ye maslii hu.ii adh khilii zard kaliyaa.n
Sahir Ludhianvi
Nazm
kaun si uljhan ko suljhate hain ham?
niim-shab aur shahr-e-KHvaab-aaluudaa, ham-saa.e
ki jaise duzd-e-shab-gardaa.n ko.ii!