SEARCH RESULTS
Showing search results for "واجب"
Nazm MATCHES FOR "واجب"
Nazm
ramaen ka ek sin
raahat ho yaa ki ranj KHushii ho ki intishaar
vaajib har ek rang me.n hai shukr-e-kird-gaar
Chakbast Braj Narayan
Nazm
jang-e-yarmuk ka ek waqia
بولا امير فوج کہ ''وہ نوجواں ہے تو
پيروں پہ تيرے عشق کا واجب ہے احترام
Allama Iqbal
Nazm
musalman aur talim-e-jadid
رہبر کے ايما سے ہوا تعليم کا سودا مجھے
واجب ہے صحرا گرد پر تعميل فرمان خضر
Allama Iqbal
Nazm
hilal-e-eid
hai musalmaano.n par vaajib sadqa-e-eid-ul-fitr
paa ke rozii KHush hai.n Gorabaa ye nihaal-e-eid hai
Nisar Kubra Azimabadi
Nazm
kal raat Dhale
kis kis kaa hai qarz mujh pe vaajib
is kaa bhii zaraa hisaab kar luu.n
Zehra Nigaah
Nazm
irshad ki yaad mein
royaa ki thaa jahez tiraa vaajib-ul-adaa
me.nh motiyo.n kaa qabr pe barsaa ke aa gayaa
Hafeez Jalandhari
Nazm
eid ki KHushi
vaajib dogaanaa mil kar pa.Dhe.nge
KHutba sune.nge KHaamosh baiThe
Mohammad Shafiuddin Nayyar
Nazm
apne ashaar bhul jata hun
aisaa kyuu.n ho gayaa agar sochuu.n
ko.ii vaajib vaj.h agar khojuu.n
Ashok Lal
Nazm
KHuda se
az-sahar taa-shaam kartaa huu.n dayaanat se
to mazduurii bhii vaajib sii mile ko.ii
Shahram Sarmadi
Nazm
kar-e-jahan daraaz hai
ko.ii aisaa shaGl to ho ziist karne kaa
jise vaajib saa ko.ii naam de de.n
Shahram Sarmadi
Nazm
fana ke liye ek nazm
shaam vahshat-gar kii maut
vaajibutta.aziim hai vo shaKHs jo pahle maraa
Mohammad Anvar Khalid
Nazm
bewa ki jawani
bhar aa.ii hu.ii aa.nkho.n me.n Thahre hu.e aa.nsuu
ye niichii nazar vaajib-e-sajda to nahii.n hai
Davarka Das Shola
Nazm
yaad-e-haali
naaz vaajib hai us kaa ai 'kubraa'
jis kii rahbar kitaab-e-haalii hai