SEARCH RESULTS
Showing search results for "پارس"
Nazm MATCHES FOR "پارس"
Nazm
KHizr-e-rah
jo saraapaa naaz the hai.n aaj majbuur-e-niyaaz
le rahaa hai mai-faroshaan-e-fara.ngistaan se paars
Allama Iqbal
Nazm
mohabbat
aag me.n terii jo bhii jaltaa hai
ban ke paaras hii vo nikaltaa hai
Zafar Ahmad Siddiqi
Nazm
yaft aur nayaft ka masala
kaun jaane kab hamaarii yaaft kaa lamha
kisii paaras kii suurat ham se Takraa.e
Rahamat Yousufzai
Nazm
shikwa
KHanda-zan kufr hai ehsaas tujhe hai ki nahii.n
apnii tauhiid kaa kuchh paas tujhe hai ki nahii.n
Allama Iqbal
Nazm
jawab-e-shikwa
qalb me.n soz nahii.n ruuh me.n ehsaas nahii.n
kuchh bhii paiGaam-e-mohammad kaa tumhe.n paas nahii.n
Allama Iqbal
Nazm
mujhse pahle
ye bhii mumkin hai ki ik din vo pashiimaa.n ho kar
tere paas aa.e zamaane se kinaaraa kar le
Ahmad Faraz
Nazm
yaad
duur ufuq paar chamaktii hu.ii qatra qatra
gir rahii hai tirii dildaar nazar kii shabnam
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
ek aarzu
pichhle pahr kii koyal vo sub.h kii mo.azzin
mai.n us kaa ham-navaa huu.n vo merii ham-navaa ho
Allama Iqbal
Nazm
ai ishq hamein barbaad na kar
naamuus kaa us ke paas rahe vo parda-nashii.n bad-naam na ho
us parda-nashii.n ko yaad na kar
Akhtar Shirani
Nazm
muhasara
qalandaraan-e-vafaa kii asaas to dekho
tumhaare saath hai kaun aas-paas to dekho