SEARCH RESULTS
Showing search results for "پاسباں"
Nazm MATCHES FOR "پاسباں"
Nazm
jawab-e-shikwa
hai ayaa.n yurish-e-taataar ke afsaane se
paasbaa.n mil ga.e ka.abe ko sanam-KHaane se
Allama Iqbal
Nazm
tarana-e-hindi
parbat vo sab se uu.nchaa ham-saaya aasmaa.n kaa
vo santarii hamaaraa vo paasbaa.n hamaaraa
Allama Iqbal
Nazm
tulu-e-islam
ye nukta sarguzisht-e-millat-e-baizaa se hai paidaa
ki aqvaam-e-zamiin-e-asia kaa paasbaa.n tuu hai
Allama Iqbal
Nazm
tarana-e-milli
duniyaa ke but-kado.n me.n pahlaa vo ghar KHudaa kaa
ham is ke paasbaa.n hai.n vo paasbaa.n hamaaraa
Allama Iqbal
Nazm
goristan-e-shahi
apne sukkaan-e-kuhan kii KHaak kaa dil-daada hai
koh ke sar par misaal-e-paasbaa.n istaada hai
Allama Iqbal
Nazm
naya sal
hamii.n paasbaa.n kal bane.nge vatan ke
kare.n ahd jo bhii vo kar ke dikhaa.e.n
Jauhar Rahmani
Nazm
jang
insaan rah sake ko.ii aisaa jahaa.n bhii hai
is fitna-zaa zamii.n kaa ko.ii paasbaa.n bhii hai
Makhdoom Mohiuddin
Nazm
watan-ashob
ik sukuut har taraf hosh-rubaa o haul-naak
KHuld-e-vatan ke paasbaa.n KHuld-e-vatan ko kyaa hu.aa
Asrarul Haq Majaz
Nazm
main urdu zaban hun
jahaan-e-mohabbat kii mai.n paasbaa.n huu.n
magar paasbaan-e-vatan mujh ko Gaddaar kahne lage hai.n
Khalid Mubashshir
Nazm
jawab
kahne lagaa ki kaun hai ab us kaa paasbaa.n
mere sivaa hai kaun zamaane kaa raahbar
Himayat Ali Shayar
Nazm
KHiraj-aqidat
haq kaa saudaa.ii haqiiqat kaa ilm khole hu.e
sidq kaa shaidaa safaa kaa paasbaa.n paidaa hu.aa
Asrarul Haq Majaz
Nazm
arz-e-watan
usuul-e-mohabbat ke ham tarjumaa.n
KHuluus-o-mohabbat ke ham paasbaa.n