SEARCH RESULTS
Showing search results for "پانی"
Nazm MATCHES FOR "پانی"
Nazm
ek aarzu
saf baa.ndhe dono.n jaanib buuTe hare hare ho.n
naddii kaa saaf paanii tasviir le rahaa ho
Allama Iqbal
Nazm
muhasara
bichhaa diyaa gayaa baaruud us ke paanii me.n
vo juu-e-aab jo merii galii ko aatii thii
Ahmad Faraz
Nazm
KHuda ka sawal
ye paanii havaa aur ye shams-o-qamar
ye mauj-e-ravaa.n ye kinaara bha.nvar
Abrar Ahmad Kashif
Nazm
saqi-nama
puraanii siyaasat-garii KHvaar hai
zamii.n miir o sultaa.n se be-zaar hai
Allama Iqbal
Nazm
ye daulat bhi le lo ye shohrat bhi le lo
magar mujh ko lauTaa do vo bachpan kaa saavan
vo kaaGaz kii kashtii vo baarish kaa paanii
Sudarshan Faakir
Nazm
tere KHushbu mein base KHat
aag bahte hu.e paanii me.n lagaa aayaa huu.n
tuu ne likhkhaa thaa jalaa duu.n mai.n tirii tahriire.n
Rajendra Nath Rahbar
Nazm
walida marhuma ki yaad mein
raKHt-e-hastii KHaak-e-Gam kii sho.ala-afshaanii se hai
sard ye aag is latiif ehsaas ke paanii se hai
Allama Iqbal
Nazm
ek pahaD aur gilahri
ko.ii pahaa.D ye kahtaa thaa ik gilahrii se
tujhe ho sharm to paanii me.n jaa ke Duub mare