SEARCH RESULTS
Showing search results for "پس"
Nazm MATCHES FOR "پس"
Nazm
saza
tum jis zamiin par ho mai.n us kaa KHudaa nahii.n
pas sar-ba-sar aziyyat o aazaar hii raho
Jaun Eliya
Nazm
do ishq
us raah pe phailegii shafaq terii qabaa kii
phir dekhe hai.n vo hijr ke tapte hu.e din bhii
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
kisi ko udas dekh kar
merii umiid agar miT ga.ii to miTne do
umiid kyaa hai bas ik pesh-o-pas hai kuchh bhii nahii.n
Sahir Ludhianvi
Nazm
walida marhuma ki yaad mein
aasmaa.n majbuur hai shams o qamar majbuur hai.n
anjum-e-siimaab-paa raftaar par majbuur hai.n
Allama Iqbal
Nazm
aadha kamra
vo roz kaaGaz pe apnaa chehra likhtaa aur ganda hotaa
us kii aurat jo KHaamoshii kaa.Dhe baiThii thii
Sara Shagufta
Nazm
self made logon ka alamiya
vaqt par nahii.n miltii.n vaqt par nahii.n aatii.n
yaanii un ko mehnat kaa ajr mil to jaataa hai
Amjad Islam Amjad
Nazm
jugnu
havaa ke dosh pe kuchh uudii uudii shaklo.n kii
nashe me.n chuur sii parchhaa.iyaa.n thiraktii hu.ii
Firaq Gorakhpuri
Nazm
aaj ki raat
dekhnaa jazb-e-mohabbat kaa asar aaj kii raat
mere shaane pe hai us shoKH kaa sar aaj kii raat
Asrarul Haq Majaz
Nazm
sham
aasmaa.n ko.ii purohit hai jo har baam-tale
jism par raakh male maathe pe sinduur male
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
kaun dekhega
do-ruuya saahil-e-diivaar aur pas-e-diivaar
ik aa.ino.n kaa samundar hai kaun dekhegaa
Majeed Amjad
Nazm
ai dil-e-betab Thahar
sub.h hone hii ko hai ai dil-e-betaab Thahar
abhii zanjiir chhanaktii hai pas-e-parda-e-saaz
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
qaht-e-bangal
ik teG kii jumbish sii nazar aatii hai mujh ko
ik haath pas-e-parda-e-dar dekh rahaa huu.n
Jigar Moradabadi
Nazm
meri gali ke ghaliz bachcho
azal se jaise Darii hu.ii hai.n
tumhaare ho.nTo.n pe pii.Dhiyo.n kii jamii hu.ii tah ye kah rahii hai