SEARCH RESULTS
Showing search results for "چادر"
Nazm MATCHES FOR "چادر"
Nazm
jashn-e-ghaalib
sau saal se jo turbat chaadar ko tarastii thii
ab us pe aqiidat ke phuulo.n kii numaa.ish hai
Sahir Ludhianvi
Nazm
hallucination
aur us me.n dhuum kii chaadar bichhii hai
magar vo ek jagah se phaT rahii hai
Ammar Iqbal
Nazm
jugnu
biphar ga.e the hamaare vatan ke piir o javaa.n
dayaar-e-hind me.n ran pa.D gayaa thaa chaar taraf
Firaq Gorakhpuri
Nazm
apni malka-e-suKHan se
dariyaa kaa mo.D naGma-e-shiirii.n kaa zer-o-bam
chaadar shab-e-nujuum kii shabnam kaa raKHt-e-nam
Josh Malihabadi
Nazm
zindan ki ek subh
aks-e-jaanaa.n ko vidaa kar ke uThii merii nazar
shab ke Thahre hu.e paanii kii siyah chaadar par
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
teri yaadon se kya nahin sikha
kaa.nptii Doltii sadaa.o.n ko
chup kii chaadar se Dhaa.np kar rakhnaa
Wasi Shah
Nazm
lenin-grad ka goristan
apne farz se faariG ho kar
apne lahuu kii taan ke chaadar
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
masjid
chaa.nd phiikii sii ha.nsii ha.ns ke guzar jaataa hai
Daal dete hai.n sitaare dhulii chaadar apnii
Akhtarul Iman
Nazm
tujhe KHud se alag kaise karun main
mirii chaadar pe terii silvaTe.n hai.n
tuu rahtii hai mire pahluu me.n har dam