SEARCH RESULTS
Showing search results for "کنگورا"
Nazm MATCHES FOR "کنگورا"
Nazm
mujhse pahle
ye bhii mumkin hai ki ik din vo pashiimaa.n ho kar
tere paas aa.e zamaane se kinaaraa kar le
Ahmad Faraz
Nazm
taj-mahal
ye chaman-zaar ye jamunaa kaa kinaara ye mahal
ye munaqqash dar o diivaar ye mehraab ye taaq
Sahir Ludhianvi
Nazm
KHuda ka sawal
ye paanii havaa aur ye shams-o-qamar
ye mauj-e-ravaa.n ye kinaara bha.nvar
Abrar Ahmad Kashif
Nazm
hiras
ashk bahte rahe.n KHaamosh siyah raato.n me.n
aur tire reshmii aa.nchal kaa kinaaraa na mile
Sahir Ludhianvi
Nazm
jab teri samundar aankhon mein
ye dhuup kinaaraa shaam Dhale
milte hai.n dono.n vaqt jahaa.n
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
hasan kuza-gar (2)
terii aa.nkho.n ke samundar kaa kinaaraa hii thaa
sadiyo.n kaa kinaaraa niklaa
Noon Meem Rashid
Nazm
buDDhe baloch ki nasihat beTe ko
محروم رہا دولت دريا سے وہ غواص
کرتا نہيں جو صحبت ساحل سے کنارا
Allama Iqbal
Nazm
munajat-e-bewa
jab ki nazar aataa hai kinaaraa
par nahii.n uTh saktii vo musiibat
Altaf Hussain Hali
Nazm
guman ka mumkin- jo tu hai main hun
samundaro.n par jahaaz-raano.n kaa mai.n kinaaraa
ab aa.o, aa.o!
Noon Meem Rashid
Nazm
dur kinara
phailii dhartii ke siine pe jangal bhii hai.n lahlahaate hu.e
aur dariyaa bhii hai.n duur jaate hu.e
Meeraji
Nazm
bhaarat ke musalman
tuufaan me.n tuu Dhuu.nDh rahaa hai jo kinaaraa
amvaaj kaa kar diida-e-baatin se nazaaraa
Jagan Nath Azad
Nazm
id
kyuu.n kar lage.n na dil me.n mire hasrato.n ke tiir
din iid ke bhii mujh se hu.aa vo kanaara-giir
Nazeer Akbarabadi
Nazm
chand roz aur meri jaan faqat chand hi roz
ziist aashob-e-Gam-e-marg kaa tuufaa.n hii sahii
mil hii jaataa hai safiino.n ko kinaaraa aaKHir