SEARCH RESULTS
Showing search results for "کھڑکنے"
Nazm MATCHES FOR "کھڑکنے"
Nazm
faiz
ab na zanjiir kha.Dakne kii sadaa aa.egii
zindaa.n mahkegaa na ab baad-e-sabaa aa.egii
Adil Mansuri
Nazm
jashn-e-ghaalib
ye jashn ye ha.ngaame dilchasp khilaune hai.n
kuchh logo.n kii koshish hai kuchh log bahal jaa.e.n
Sahir Ludhianvi
Nazm
kangan
jab bhii tuu band-e-qabaa kholne lagtii jaanaa.n
apnii aa.nkho.n ko tire husn se KHiira kartaa
Wasi Shah
Nazm
walid sahab ke nam
puraanaa suiT pahantaa hai kam vo khaataa hai
magar khilaune mire sab KHariid laataa hai
Tahir Shaheer
Nazm
jugnu
aur us ko raah dikhaataa hu.aa mai.n ghar laa.uu.n
dikhaa.uu.n apne khilaune dikhaa.uu.n apnii kitaab
Firaq Gorakhpuri
Nazm
kar gae kuch kahan
log ulfat ke khilaune liye bachcho.n kii tarah
kal ke ruuThe hu.e yaaro.n ko manaa laa.e.nge
Ahmad Faraz
Nazm
ramaen ka ek sin
chehre kaa rang haalat-e-dil kholne lagaa
har muu-e-tan zabaa.n kii tarah bolne lagaa
Chakbast Braj Narayan
Nazm
hubb-e-watan
dil me.n aaTho.n pahar khaTakte the
sa.ng-reze zamiin-e-bat.haa ke
Altaf Hussain Hali
Nazm
hinDola
sarasvatii ne zabaano.n ko un kii chuumaa thaa
yahii.n ke chaa.nd va suuraj khilaune the un ke
Firaq Gorakhpuri
Nazm
hawa us se kahna
ki ham ne tujhe khojne kii sabhii KHvaahisho.n ko
udaasii kii diivaar me.n chun diyaa hai
Mohsin Naqvi
Nazm
wahi narm lahja
us kii aavaaz kaa lams paa ke
havaa.o.n ke haatho.n me.n an-dekhe ka.ngan khanakne lage ho.n