SEARCH RESULTS
Showing search results for "گردانا"
Nazm MATCHES FOR "گردانا"
Nazm
tin aawazen
yaa KHudaa ye mirii gardaan-e-shab-o-roz-o-sahar
ye mirii umr kaa be-manzil o aaraam safar
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
iqbaal
ab duur jaa chukaa hai vo shaah-e-gadaa-numaa
aur phir se apne des kii raahe.n udaas hai.n
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
ishq apne mujrmon ko pa-ba-jaulan le chala
daar kii rassiyo.n ke guluu-band gardan me.n pahne hu.e
gaane vaale har ik roz gaate rahe
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
etizar
tum samajhtii ho ye gul-daan me.n ha.nste hu.e phuul
merii afsurdagi-e-dil ko miTaa hii de.nge
Ada Jafarey
Nazm
ye basti meri basti hai
KHvaaja ke diivaano.n kii aavaazo.n kii sarmastii
vahii KHvaaja mire KHvaaja mu.iinuddiin kii gardaan
Ishrat Afreen
Nazm
tum kahte ho kawita likh do
Gam ke nokiile nashtar se
dil par gudvaanaa pa.Dtaa hai
Sunayana Kachroo
Nazm
urdu ke nam
ishq kaa raag jo gaanaa ho mai.n urdu boluu.n
kisii ruuThe ko manaanaa ho mai.n urdu boluu.n
Ajay Sahaab
Nazm
muKHasiamat
jis kii varaq-gardaanii karte hu.e
kitne hii raashii afsar mu.attal ho chuke hai.n
Ali Sahil
Nazm
na-shanas
kitne lahjo.n kii kaTaare.n mirii gardan pe chalii.n
kitne alfaaz kaa siisa mire kaano.n me.n ghulaa
Mustafa Zaidi
Nazm
baad-e-KHizan ko kya parwa hai
baad-e-KHizaa.n ko kyaa parvaa hai
us ko to pe.Do.n ko giraanaa hii aataa hai
Satyapal Anand
Nazm
nusKHe
agar tere me.ade me.n hai kuchh giraanii
to lemuu kaa ras pii le adrak kaa paanii